Author "cool mind" Page

Author Nick:


Author Articles List:

Sort by:

aye chand c larki…

suno aye chand c larki, abhi tum keh rahi thi na, tumhe mujhse mohabat ho nahi sakti.. chalo mana k yeh sach hai, magar aye chand c larki, mujhy itna batao tum, k jab mosam badltay hain, gulon main rang bharty hain, tu phir kyon muztarib ho ker, akely pan se gabra ker, hawa ko [...]

MOHABAT

mohabat farz jesi hai, nibhana seekh jao gay.. dilon pe qarz jesi hai, chukana seekh jao gay.. labon pe phol jesi hai, khilana seekh jao gay.. nazar main aag jesi hai, lagana seekh jao gay.. ye hum main fasla jo hai, mitana seekh jao gay.. kabhi jo dil main aa bethay, zamana bhool jao gay…..! [...]

Bhool jatay ho…

andheri raat main shamma jalana bhol jaty ho, hamari yaad ati hai,bulana bhol jaty ho.. tumari ek yehi adat preshan hum ko rakhti hai, nazar main aa tu jaty ho samana bhol jaty ho.. tumary hath main aksar gulabi phol dekhay hain, hamari rah main lekin,bichana bhol jaty ho.. tumhe tu laut jany ki hamesha [...]

ghazal….

meri ghazal ka unwan pochty hain log.. dil main kon rehta hai naam pochty hain log.. chor kr chal gya mujhko akela shehar main.. kitny main hai bik gya daam pochty hain log.. me sangdil tha ya wo harjayi.. ek yehi baat sar-e-aam pochty hain log.. kal kya hoga mujhy khud khabar nahi.. meri mohabbat [...]

purana waqt…

koi waqt purana yaad aya,koi doar suhana yaad aya, or chaak se in divaaron per, kuch likh ker jana yaad aya.. tera milna neem ki main or sir rakh dena kandhy per, mera ye kehna koi dekh na lay,tera wo ghabrana yaad aya.. kbhi aisa b tu hota tha,main tujh ko chorny jata tha, jab [...]

shaam se pehlay….

kbi tum khud b aa dekho, ye manzar sham se pehlay.. ye lab kesy chamkty hain tumary naam se pehly.. nahi mumkin main rah-e-shok se wapis palat jaon.. parinday tu nahi lotay kbi ghar sham se pehlay.. nahi malum kab se hai taaluq istawaar apna.. tumara aks tha dil main tumary naam se pehlay… feel [...]

toot ker zra dekho

toot ker zra dekho, tum agr bikhr jao, bebasi main gir jao, dil se ek sada dena, bs muje bula lena, main tumhe sambhalon ga, zindagi main chlny ka, rasta badlny ka, ek hunar sikha don ga, tum ko hosla don ga, or jab sambhal jao, roshni main gir jao, mujko yoon sila dena, tum [...]

kuch tu hai…

kuch tu hai tu badl gya hai.. wo teri ankhon k khawab sary, wo batain sari, hisab sary, sawal sary, jawab sary, wo khushian sari, azab sary, nasha tha jo wo utar gya hai.. kuch tu hai tu badl gya hai.. jo teri milny ki arzo thi, jo tujh ko pany ki justaju thi, hui [...]

adat

adat hi bna li hai, iss shehar k logon ne, andaz badl lena, awaz badl lena.. duniya hi ki khatir, atwar badl lena.. mausam jo naya aye, raftar badl lena.. dushman wohi rakhna, per yaar badl lena.. rsty main agar milna, nazron ko jhuka lena.. awaz agar do tu, katra k nikal lena.. jatay huy [...]

tum…. lot aao na….

suno, tum lot aao na.. wo dekho chand nikla hai, sitary jagmgaey hain.. hamari muntazir ankhain, duayen mangti ankhain.. tumhe hi sochti ankhain, tumhe hi dhondti ankhain.. tumhe wapis bulati hain.. ye dil jab b dharkta hai, tumhara naam leta hai.. ye ansoo jab b behty hain, tumhary dukh main behty hain.. k barish jab [...]

Optimized by SEO Ultimate