Har ek jazbaat ko zuba nahi milti, Har ek aarzoo ko dua nahi milti,
Muskaan banaye rakho to duniya saath hai, Warna aansuon ko bhi aankho me panaah nahi milti.