A selection of lovely, romantic, cute, sweet poetic & friendly texts. To send to close friends & loved ones. Send good morning loves sms, love sms jokes, love poems sms, hate u sms to your soul mates.
Tu mila toh mili aisi jannat mujhe !
Ab kisi aur jannat ki parwah nahi !!
Mit gaye faasley kam hui duriyan !
Khatam hone ko hai saari majburiyan !!
Waqt ne beshak di aisi rahat mujhey !
Ab kisi aur rahat ki parwah nahi !!
Jane kya kya hamien log kehtey rahey !
Rooh tadapti rahi hans ke sehtey rahey !!
Jo tere pyaar ne di mohabbat mujhey !
Ab kisi bhi mohabbat ki parwah nahi !!
Ek muddat ishi kash ma kash mein raha !
Jis ki thi aarzoo baat woh ban gayi !!
Khawab lagtey hain saare haqeqat mujhey !
Ab kisi bhi haqeqat ki parwah nahi !!
Tu mila to mili aisi jannat mujhey !
Ab kisi aur jannat ki parwah nahi
|
Kaun Janey Kab Maut Ka Pegham Aa Jaye Hamein Tu Intezar Hai Us Waqt Ka |
Kafan na dalo mere chere par
mujhe aadat hai muskurane ki,
aaj ki raat na dafnao mujhe yaaro
aaj ummid hai uske aane ki.
|
|
Muskurati ankhon main aa jate hain ansu
dard dil ka byan kar jatae hain aansu
Bojh jab dil par haad sae bad jaaye
us bojh ko halka kar jaatae hain aansu
In aansoon ki fitrat ko kisne pehchani hai
khushi ho ya gum chalak aate hain aansu
Apse bichada to socha na rounga kabhi
par yaad apki aatae hi aa jaatae hain aansu
Tuta hua shisha phir joda nahi jata,
Aankh se nikla hua aansu phir wapas nahi aata,
Tum toh keh ke bhool chuke ho sab kuch,
Lekin humse woh pal bhulaya nahi jata.
Aasman ko nind aye toh sulaye kaha?
Zamin ko maut aye toh dafnaye kaha?
Samundar mein leher aaye toh chupaye kaha?
Tum hi batao tumhari yaad aaye to hum jaye kaha
| Waade bhi dost ne kya khub nibhaye |
|
|
|
|
|
|
Aaj kuch kami si hai tere bagher, Waqt apni raftar se chal raha hai, Na barish hai na dhuan phir bhi, Bahot roka hai badal ko barasne se, |
|
Mil Jaye Koi Naya To Hume Na Bhula Dena |
Hum chahkar bhi tumhe pa na sake
Par tumne na chahkar bhi hume pa liya
Hum na chahkar bhi tumhe bhulane ki koshish kar rahe hai
Par tum chahkar bhi hume bhula na sake
Hum chahkar bhi tumhe khushiya na de sake
Par tum na chahkar bhi hume khushiya de gaye
Hum chahkar bhi pyaar nibha na sake
Par tum na chahkar bhi pyaar nibha gaye