Author "rabin" Page

Author Nick:
Site: http://www.rabinsms.com


Author Articles List:

Sort by:

Tuta hua shisha phir joda nahi jata

Tuta hua shisha phir joda nahi jata, Aankh se nikla hua aansu phir wapas nahi aata, Tum toh keh ke bhool chuke ho sab kuch, Lekin humse woh pal bhulaya nahi jata.

Muskurati ankhon main aa jate hain ansu

Muskurati ankhon main aa jate hain ansu dard dil ka byan kar jatae hain aansu Bojh jab dil par haad sae bad jaaye us bojh ko halka kar jaatae hain aansu In aansoon ki fitrat ko kisne pehchani hai khushi ho ya gum chalak aate hain aansu Apse bichada to socha na rounga kabhi par [...]

wafa ka naam na lo yaaro wafa dil ko dukhati hai,

wafa ka naam na lo yaaro wafa dil ko dukhati hai, wafa ka naam lete hi hume ek bewafa yaad aati hai

Kachi Deewar Hoon Thokar Na Lagana Mujko,

Kachi Deewar Hoon Thokar Na Lagana Mujko, Apni Nazron Mein Basa Kar Na Giraana Mujko Tumko Aankho Mein Tasavur Ki Tarah Rakhta Hoon, Dil Mein Dadhkan ki Tarah Tum bhi Basana Mujko Baat Karnay Mein jo Mushkil ho Tumhay Mehfil Mein, Main Samajh Jaaonga Nazron Say Bataana Mujko Vaada Utna Hi Karo Jitna Bibha Saktay [...]

Mana teri nazar main tera pyaar hum nahe

Mana teri nazar main tera pyaar hum nahe, kaise kahen k tere talabgaar hum nahe, khud ko jala k khak kar dala,mita diya, lo ab tumhari raah main dewaar hum nahe, jis ko sanwara humne tamannaonk khoon se, gulshan main us bahar k hakdar hum nahe

Us Ne Door Rehnay Ka Mashwara B Likha Ha,

Us Ne Door Rehnay Ka Mashwara B Likha Ha, Saat He Mohabbat Ka Wasta B Likha Ha. Us Ne Yeh B Likha Ha Meray Ghar Nehn AAna, Or saaf Lafzon Me Rasta B Likha Ha

Optimized by SEO Ultimate