Author "Sameer" Page

Author Nick:
Site:


Author Articles List:

Sort by:

Ab k Mujh Ko

Ab k Mujh Ko Dekh K Wo Dekhta Reh Jayega Is Qadar Badlainge K Sochta Reh Jayega Mere Chehre Pe Bhi Honge Be-rukhi K Zawiye Aisa Hy k Wo Mujh Main MujhKo Dhundta Reh Jayega Ab K Us Ki Gali Se Mera Guzar Mumkin Nahi Apne Ghar Ki Khirkio’n Se Wo Jhankta Reh Jaye Ga [...]

Chupkay say chand

Chupkay say chand ki Roshni Choo Jaye Apko Dheeray Say Ya Hawa Kuch Keh Jaye Apko Dil Say jo Chahtay Hoo Maang Lo Khuda Say Hum Dua Kartay Hain Mil Jaye Woo Sameer +92 300 2711 588

EID MUBARIK

,,¤”’¤ .,. ¤”’¤,, ¤ EID UL ¤ ‘¤ FITAR ¤’ ‘¤,Mubarik,¤’ “¤,:,¤” EID MUBARIK TO U N ALL OF UR FAMILY MEMBERS Sameer +92 300 2711 588

chhupana raaz

chhupana raaz is dil k.. ager tum chhor do jaana.! tumien mujh se muhabbat hai .. ager tum bo do jaana ! to jeevan k safer mei rasta aasan ho jaye humare pass bhi jeene ka kuch saman ho jaye. wagarna hum ‘ tumare dil k darwaze k baher.. aass mei bethe rahein ge. tum [...]

Kitni bar mile

Kitni bar mile hain lekin Aaj bhi yun lagta hay k Jase mile hoon pahli baar Manzil manzil sath raheen ge Pyaar ki in rahoon main Yeh duniya lakh bane diwaar Aankhon main hay teri surat Har dharkan pe khaab hay tera Sansoon main hay teri khushbo Mere laboon par naam hay tera Tuj ko [...]

Be-Rabt Si

Be-Rabt Si Tehreer Ibaarat Nahi Hoti, Hathon Ki Lakiron Me To Kismat Nahi Hoti. Sajday Me Dikhawa Ho,To Sajda Nahi Hota.! Gardan K, Jhukane Se Ebaadat Nahi Hoti. Wo Shakhs Mohabbat Se Humesha Raha Mehroom.. Auron K, Liye Jis me Mohabbat Nahi Hoti. Chehre Ka Singhaar Kabhi Kaam Na Aaya. Seerat K, Bina Koi Bhi [...]

Salam_e_mohabbat

Salam_e_mohabbat Bara khubsurat Bara dilruba hay Jabhi to meri jaan Machalta huwa dil Tumain kah raha hay salam Salam_e_mohabbat Yeh kiya berukhi hay aji kuch to bolo Kaheen yeh khamoshi Sada ban na jaye Meri jaan tumari Yehi beniyazi bilakhir Peamein wafa ban na jaye Is inkaar main bhi Tumari raza hay Zara apni palkon [...]

Zamana pyaar

Zamana pyaar ka itna hi kam hay Yeh na jana tha Hamara sath bas do hi qadam hay Yeh na jana tha Khushi agaaz tha meri mohabbat k fasane ka Wafa ne khuwaab dekha tha Nayi duniya basane ka Magar is khuwaab ki tahbir gham hay Yeh na jana tha Bari rangeen baharoon main Jale [...]

kal fursat naa

kal fursat naa mili to kya hoga itni mohallat naa mili to kya hoga roz kehte ho kal milenge kal milenge kal aakhein naa khuli to kya hoga jagaya unhone aisa k aajtak bhi so naa sake rulaya unhone aisa k sab k samne ro naa sake jaane kya baat thee un mein jabse maanaa [...]

ankhon mein

ankhon mein aansu ko ubharne naa diya, mitti k motiyo ko bikharne naa diya, jis raah pe pade the tere khadmo k nishan, us raah se kisi ko guzarne naa diya Sameer +92 300 2711 588

Optimized by SEO Ultimate