baarishon ka mausam
baarishon ka mausam hai rooh ki fizaaon main ghumzada hawayen hain baysabab udaasai hai iss ajeeb mausam main bayqaraar raaton main bayshumaar baatain hain unnginnat afsaanay hain jo bohat khaamoshi se dil pay sehtay phirtay hain aur ba-amar majboori sab se kehtay phirtay hain aaj mausam acha hai aaj hum bohat khush hain……… Sameer 0300 [...]


