Author "Sameer" Page

Author Nick:
Site:


Author Articles List:

Sort by:

Mera Afsura Chehra Iss Liye B Zard Rehta hai

Mera Afsura Chehra Iss Liye B Zard Rehta hai Mujhe Apne Ilawa B Kisi Ka Dard Rehta Hai Tumhare Dam Qadam Se Thi Ye Sab Mosam ki Rangini Tumhare Baad Sara Saal Mosem Serd Rehta Hai Tumhare Baad Baqi Aur To Sab Theek hai Lakin Jahan Dil Tha Kabhi Pehle Wahan Ab Dard Rehta Hai [...]

Pehle Maire

Pehle Maire Khat Us Ne Ek Anjaane Khauf Se Darr K Tukrey Tukrey Kar Daaley Ab Ek Haseen Ehsaas K Taa’bey Jis Ka Koi Naam Nahi Hy Pichle Kitne Ghanto’n Se Darwaaze Ki Aot Main Chup Ker Tukrey Jor Rahi Hai ……. PAGAL Sameer +92 300 2711 588 ~ Tum Bin ~

Dard B De ~ 0300 2711 588 ~

~ (( 0300 2711 588 )) ~ Dard B De Gaye Sitam B De Gaye Zakham K Saath Saath Mujhe Merham B De Gaye Do Lafzon Se Ker Gaye Wo Apna Maan Halka Hum Ko Na Rone Ki Kasam B De Gaye Ajnabi Log B Dene Lage Ilzam Mujhe Jane Kahan Le Gaye gardish-E-Ayam Mujhe [...]

yeh milna aur bicharr jaana

yeh milna aur bicharr jaana kab apne bas ki baat hai kismat hi milati hai hum ko kismat hi juddai deti hai har baar yeh hi hota hai koi hume bataye to sahi ki aakhir kyu jo hum tum se nahi keh paate hai wo dharkan se sunayi deta hai. Sameer +92 300 2711 588 [...]

Ghum ka khazana tera bhi hai mera bhi

Ghum ka khazana tera bhi hai mera bhi Ye nazrana tera bhi hai mera bhiapney ghum ko geet bana ker gaa lena raag poorna tera bhi hai mera bhi tu muj ko or mai tuj ko samjhaon kya dil deewana tera bhi hai mera bhi shaher mai galyan galyon jiss ka charcha hai wo afsana [...]

mairee jaan theek kaihtee hoo

mairee jaan theek kaihtee hoo hamari is mohabbat ka bhala kya faida hoga hamaray darmyaan ju doriyan hain kum nahe hongi kubhe barish kai mosam main humaisha sath raihnay kee ju khowahish dil main jagi thi ju spnay humnay daikhay thy wo sapnay tot jaeingay mairee jaaan theek kaihte ho moqader kai likhay ko he [...]

Tere paas aane ko jii chaahataa hai

Tere paas aane ko jii chaahataa hai naye zaKhm khaane ko jii chaahataa hai Idhar aaye shaayad vo mauj-e-tarannum Gazal gungunaane ko jii chaahataa hai zamaanaa meraa aazamaayaa huaa hai tujhe aazamaane ko jii chaahataa hai Wahii baat rah rah ke yaad aa rahii hai jise bhuul jaane ko jii chaahataa hai Labo.n par mere [...]

Bohat pehlay say un k qadmon ki ahat jan letay hain

Bohat pehlay say un k qadmon ki ahat jan letay hain Tujhay au zindagi hum door say pehchan letay hain Tabiyat jab apni ghabrati hai sunsan raton main Hum aisay main teri yadon ki chadar taan letay hain Hum-ahngi main bhi ik chashni hai ikhelafon ki Meri batain ba-unwan-e-diger wo maan letay hain Rafeeq-e-zindagi thee [...]

Shayad Iss Nay Mujh ko Tanha Daikh Lya Hey

Shayad Iss Nay Mujh ko Tanha Daikh Lya Hey Dukh Nay Meray Gher ka Rasta Daikh Lya Hey Apnay Aaap Say Ankh Churata Phirta Hoon Aaiinay Mein Kiss Ka Chehra Daikh Lya Hey Us Nay Mujhay Darasal Kabhee Chaha Hee Nahin Tha Khud Ko Day Ker Yeh Bhi Dhoka! Daikh Lya hey Uss Say Miltay [...]

us nay mairay seenay pai sir rukh ker pocha

us nay mairay seenay pai sir rukh ker pocha .. janaa .. apnay jeewan ka wo lumha tu batao mujhko jis kai badlay mil saktay hain sub he seetaray daryaaon kai saray motti .. sawan kee paihlee baraish kai saray qatray .. ujlay chand kee sari kirnain .. dhartee kai seenay say liptay sub he [...]

Optimized by SEO Ultimate