Author "Sameer" Page

Author Nick:
Site:


Author Articles List:

Sort by:

Sab Muj Ko ~ +92 300 2711 588

Sab Muj Ko Devta Kehtey Hen Par Muj Ko Esa Lagta Hy Har Rang Tumhe Par Jajj’ta Hy Tum Na Ho To Berang Hon Men Be’Ronk Hy Tasver Meri Tum Khuwab Mera Tabeer Meri Tum Say Jurri Taqdeer Meri JO Khaak Tum Ko Choo Jati Hy Men Us Mat’ti Par Marta Hon Sameer +92 300 [...]

husn-o-jawaani

husn-o-jawaani ho to har aik ko ghroor aata hai teri in bahar adaon ko dekh kar hamien suroor aata hai tujhe bahar kaha to faqat is liye k koi mausam shajar se rooth bhi jaye to laut kar zaroor aata hai Sameer +92 300 2711 588 ~ Tum Bin ~

Yeh Jo Dhoop

Yeh Jo Dhoop Main Baarish Ho Rahi Hai Sooraj K Khilaaf Saazish Ho Rahi Hai Rait Pani Main Hal Ho Nahi Sakti Yeh Tabiyat Badal Nahi Sakti Sameer +92 300 2711 588 ~ Tum Bin ~

Rain is a wonderful

Rain is a wonderful opportunity To love To care To share To enjoy Now To thank God 4 all His blessings we receive “WISH U HAPPY MÖÖNSÖÖN SEASON” <-:) Sameer +92 300 2711 588 ~ Tum Bin ~

sunno, wo jab sataata

sunno, wo jab sataata hay kaha, dil doob jaata hay kaha, dil doobta hay kab? bataya, jab sataata hay kaho, kab phool khiltay hayn? kaha, jab muskuraata hay dharakta dil hey kab bolo kaha, jab paas aata hay kaho, dil may hay kiya oskay? kaha, wo kab bataata hay sunno berham sa hay shayed? kaha, [...]

Tume pane ki

Tume pane ki arzoo me sanam hum khud se becharte JA rahe hen Teri yadoon KO sametne me hen aise gum k apni zaat me bikharte JA rahe hen Sameer +92 300 2711 588 ~ Tum Bin ~

Tu jidhar jaae ~ 0300 2711 588 ~

Tu jidhar jaae, bikhre khusboo, Ho jaae diwani har nazar, Tere aane se kya sakoon mile, Kya shae hai tu, Kya tera asar… Sameer +92 300 2711 588 ~ Tum Bin ~

hujay bhujay say

hujay bhujay say ajeeb din hain Khuwab hai na khayal koi Na mnzaron mein koi kashish hay Na mosamon mein jamal koi Hum aik doojay ko apni apni Adhoori ankhon say dekhtay hain Hamari barson ki chahaton par Utar raha hai zaawal koi Jo hasna chahein tu ashk niklein Jo rona chahein tu hanstay jaein [...]

Yeh kaisi mohabbat

Yeh kaisi mohabbat hay…!?!?! Suna tha hum nay laugo’n say… Mohabbat cheez aisi hay… Chhupaaey chhup nahee’n sakti… Yeh aankho’n may chamakti hay… Yeh chayhro’n pay damakti hay… Yej lehjo’n may jhalakti hay… Dilo’n tak ko ghulaati hay… Lahoo eendhan banaati hay… Ager yeh sach hay…? To phir aakhir humai’n RAB say… Bhala kaisi mohabbat [...]

Chahta Hoon

Chahta Hoon K Bhool Jaon Tumhen Or Ye Sab Dareecha Ha-E-Khayal Jo Tumhari He Simt Khultey Hen Bend Ker Doon Kuch Is Terha K Yahan Yaad Ki Ik Kiran Bhi Aa Na Sakey Chahta Hoon K Bhool Jaon Tumhen Or … Khud Bhi Na Yaad Aaon Tumhen Jese Tum Sirf Ik Kahani Theen Jese Men [...]

Optimized by SEO Ultimate