Diwali Parva hai Khushio ka
Diwali Parva hai Khushio ka, Ujalo ka, Laxmi ka…. Is Diwali Aapki Jindagi khushio se bhari ho, Duniya ujalo se roshan ho, ghar par Maa Laxmi ka Aagman ho… Happy 2007Diwali
Diwali Parva hai Khushio ka, Ujalo ka, Laxmi ka…. Is Diwali Aapki Jindagi khushio se bhari ho, Duniya ujalo se roshan ho, ghar par Maa Laxmi ka Aagman ho… Happy 2007Diwali
Deepak ka prakash har pal aapke jivan me ek nayi roshni de, Bas yehi shubhkamna hai hamari aapke liye diwali ke is paawan avsar par, !! Happy diwali !!
Jhilmilate dipon ki aabha se prakashit Ye diwali aapke ghar aangan mein Dhan dhanya sukh samridhi aur ishwor Ke annat aashirwad le kar aaye. Happy Diwali.
Deep jalte jagmagate rahe, Hum aapko aap hame yaad aate rahe, Jab tak zindagi hai, Dua hai hamari, Aap chand ki tarah zagmagate rahe. “Happy Diwali”
Diwali aaye, rangi rangoli, deep jalaye, Dhoom Dhadaka, chhoda phataka, jali Phuljadiyan, Sabko Bhaye… “Happy Diwali”
Deepawali mein deepo ka didar Khusiyo ke sath mubarak hazaar. “Happy Diwali”
Diwali aai, khushiya laye Bichda tha jinke saath bachpan mein, Phuljadiyan unki yaad laaye. Kya hua agar saath nahi aaj unke Unki yaad liye ye diwali to aaye. “Happy Dipawali”
Deepawali ke subh awasar pe yaad aapki aaye, Shabd shabd jhod kar deta tumhe badhai. Diwali Mubarak
Optimized by SEO Ultimate