Ami ki goad or abou k kandhe
Ami ki goad or abou k kandhe. Na job ki soch, Na life k pangay Na kal ki FIKAR, Na future k sapne.. Ab kal ki hai fikar.. Or adhure hain sapne, Murr k dekha to boht door hain apne. Manzilon ko dhoondhte huye kahan kho gaye hum. Ktni jaldi itne baray ho gaye hum.


