Zamana pyaar
Zamana pyaar ka itna hi kam hay Yeh na jana tha Hamara sath bas do hi qadam hay Yeh na jana tha Khushi agaaz tha meri mohabbat k fasane ka Wafa ne khuwaab dekha tha Nayi duniya basane ka Magar is khuwaab ki tahbir gham hay Yeh na jana tha Bari rangeen baharoon main Jale [...]


