"Urdu SMS" Category

Sort by:

Aj Itni Ajao

Aj Itni Ajao Karib K Sansain B Door Lagain, Mein Kud Mein Tumhain Pata karo Sada, Ya Dori Ki Diwar Achi Nahn Lagti Mujh Ko, Aj To Kar do K Mujh Mein Ishq Ki Intha, Kese Se Darain Kyun,Kyun Khud Ko SamBhale Rakhain, De Dain jo Degi Mohabbat Ki Saza Sameer +92 300 2711 588 [...]

Merey baazuoun

Merey baazuoun main thaki thaki abhi mehv-e-khuab hai chandni Na uthay sitaaron ki paalki, abhi aahaton ka guzar na ho Sameer + ~ Tum Bin ~ 92 300 2711 588

Main nay masoom

Main nay masoom bahaaroon me tumhay daikha hai Main nay Pur Noor sitaaroo me tumhay daikha hai Mere mahboob teri Pardaa nasheeni Ki Kasam Main nay Ashkon ki Qataroon Me tumhay daikha hai Sameer +92 300 2711 588 ~ Tum Bin ~ ======== Tera rang hai salona Tere ang main lachak hai Teri baat main [...]

Bahki bahki

Bahki bahki ye adain ye jawani tauba Mast nazroo main hai ulfat ki kahani tauba Aa meri jan-e-tamanna tera singhar karo ji mai ata hai ke ji bhar ke tujhe pyar karo Sameer +92 300 2711 588 ========= Agar hum kahain aur woh muskura dey Hum un ke liye zindagi luta dain Har ek mour [...]

Gaalon par

Gaalon par laali nazron mein haya, hai dhadkano ko intezar zindagi ane ko hai, behke hai kadam shaam ne odi taaron ki chunariya, umange hai jawan betaabiya machalne ko hai Sameer +92 300 2711 588 +92 333 9968 674 ~ Tum Bin ~

is adda se

is adda se bhi hoon main aashena tujhey itna jis pe guroor hai main jiyoon ga tere bagair bhi mujhey zindagi ka shauor hai jo samjh liya tujhey bewafa tu phir is main teri bhi kiya khata yeh khalal hai mere demaagka yeh meri nazar ka kasoor hai main nikal ke bhi tere daam se [...]

Yaad meri

Yaad meri jab had se bhar jaye Dil nadan jab sanbla na jaye Man ko jab koy acha na lage Aankhon ki badliyan barsne lageen Chupke chupke milne a jana Tumare intezar main Bathe hoon ge hum Shehar ulfat k saye main Pyar se kahna Mohabbat k nagar main Hum donon wapas A ab loot [...]

Mili hay aaj

Mili hay aaj zamane ki har khushi muj ko Tumare pyar ne bakshi hay zindagi muj ko Na tan ka hosh na aanchal ki sudh na dil ki khabar Yeh kis muqam pe le ayi bekhudi muj ko Meri khazaon main rang_e_bahar layi ho Andheri raat main mehtab ban k ayi ho Mili hay aaj [...]

Optimized by SEO Ultimate