Bewafa waqat se wafa mange,
Chhod! e dost tu e kya mange !

Doston se bhi dil nahi barham,
Bas isi zurm ki saza mange !

Maut aaye to zindagi chahe,
Zindagani me jo kaza mange !

Be-hijabi bhi be-wafayee hai,
Aayeena parda-e-wafa mange !

Ab to khud ko mita liya hamne,
Aur kya ab teri raza mange !

Uski neeyat me khot hai zakhmi,
Aur o pyar be raya mange !!

Related posts:

  1. wafa ka naam na lo yaaro wafa dil ko dukhati hai, wafa ka naam na lo yaaro wafa dil ko...
  2. Bin mange aap per khushion ki bersat ho Jub kabhi bin mange app per khushion ki bersaat...
  3. Bin mange aap per khushion ki bersat ho Jub kabhi bin mange app per khushion ki bersaat...
  4. Aaina JINDGI KA RAAZ MAINE TANHAI ME PAA LIYA JISKA...
  5. Pyar na rahe to wafa kaun karega Pyar na rahe to wafa kaun karega, Dost na...

Related sms brought to you by Love sms.