Bun jaon agar tum sa tumhain kaisa lagay ga
Her pal rahon mein yadoon mein kaisa lagay ga?

Dartey ho jo tum narazgi say meri
ho jaon agar tum say khafa kaisa lagay ga?

Tum pyar mein khud ko ho mitanay pay raazi
Ban jayai agar pyar saza kaisa lagay ga ?

Khud se bhi ziyadah ho yaqeen tum ko agar kisi per
Woh shakhs hi dey jayai dagha kaisa lagay ga?

Tum aur hi mehfil ka dia ban ker chalo phir
Tanhai milay tum ko sila kaisa lagay ga ?

Related posts:

  1. Aatish-e-ishq main jal jaon tujhey is say kiya Aatish-e-ishq main jal jaon tujhey is say kiya Mousam ki...
  2. Meri Mohobbat Ka Ehsas Kar Agar Kar Sake Meri Mohobbat Ka Ehsas Kar Agar Kar SakeTu Bhi Mujh...
  3. Chahay jitna bulaao ge wapas na aaon ga main Aasmaan ki banhoon mein sama jaon ga Chahay jitna bulaao ge wapas na aaon ga mainAasmaan ki...
  4. Agar mein bata don mein kia chahti hon Agar mein bata don mein kia chahti hon nazron say...
  5. Bana gulab to kantay chubha gaya aik shakhs Bana gulab to kantay chubha gaya aik shakhs, Hua chiragh...

Related posts brought to you by Yet Another Related Posts Plugin.