Guzar gaee raat aankhon aankhon main
Ho gaee mulaqaat aankhon aankhon main

Sadiyoun say piyaasi thee mohabbat
Ho gaee bersaat aankhon aankhon main

Mil na saka tha dil kabhi dil say
Ho gaee mulaqaat aankhon aankhon main

Ahad-e-wafa or qasmoon ki bhi
Ho gaee shuruaat aankhon aankhon main

Day diya dil aik doojay ko
Ho gaee soghaat aankhon aankhon main

Sab rasmoon riwajoon ko Saqi
Ho gaee maut aankhon aankhon main

Related posts:

  1. Meri aankhon main raho meri aankhon main raho Meri aankhon main raho meri aankhon main raho, Roshni ban...
  2. Jo Meri aankhon se Khuwab dekho Jo Meri aankhon se Khuwab dekho To Aik shab bhi...
  3. Tum mujh main Tum mujh main es tarah samae ho. Jaisay, Phool main...
  4. baat chali teri aankhon say ja pohnchi paimanay tuk baat chali teri aankhon say ja pohnchi paimanay tuk kheinch...
  5. aap k chehre pe udaasi aankhon mei nami hai aap k chehre pe udaasi aankhon mei nami hai…. aap...

Related posts brought to you by Yet Another Related Posts Plugin.