Har ek lamha naya ik imtehan hai
Har ek lamha naya ik imtehan hai,
bohut na-meharban yeh aasman hai,
Dilon per barf girti ja rahi hai,
Badan ka tajziya bhi raiga hai,
main us say baat karna chahti hon,
batao to sahi woh ab kahan hai,
Anaa ki rait shamil ho gayai hai,
Hawa say guftugu ab raigan hai,
Mujhey is ka yaqeen hargiz nahi tha,
Meri janib say itna badguman hai…
Related posts:
- Lamha Lamha waqt guzar jayega Lamha Lamha waqt guzar jayega…Chund lamhon mein exam aa jayega…...
- NAYA SAAL MUBARAK Bith gaya jo saal,Bhul jayye,Es Naya Saal ko Gale lagayye,Karte...
- NAYA SAAL MUBAROK Bith gaya jo saal,Bhul jayye,Es Naya Saal ko Gale lagayye,Karte...
- Raat ko naya chand Mubarak Raat ko naya chand Mubarak Raat ko naya chand Mubarak,Chand...
- warna bazi koi aur mar lejayega lamha lamha waqt guzarta jayega chand lamhoo bad naya saal...
Related posts brought to you by Yet Another Related Posts Plugin.


