jane kiun woh sansoo ki dor totne nahi deta
bas qadam aur chalne kawasta dekar mujhe rokne nahi deta

bat kehta hai woh mujh se hans hans kar je lene ki
ajeeb shakhs hai mujh ko chain se rone nahi deta

ajj hosla deta hai mujhe chand sitaron ko cho lene ka
woh piar se chehra mujhe toot kar bikharne nahi deta

shayad janta hai woh bhi in ankhon main ansuon ka sailab hai
jane kiun phir bhi woh in ansoun ko girne nahi deta

mujh se kehta hai main to mar jaon ga tumhare bina
main zinda hon ab tak woh mujhe marne nahi deta

Related posts:

  1. Chand Love You. jaane kyun wo saanso ki dor tootne nahi deta...
  2. Jane kis baat ki mujhko Jane kis baat ki mujhko saza deta hai,meri hasti...
  3. Jane kis baat ki mujhko saza Jane kis baat ki mujhko saza deta hai,meri hasti...
  4. soya nahi hoon mujhe sula do meri maan soya nahi hoon mujhe sula do meri maan aa...
  5. Yehi Wafaa ka silaah hai, to koi baat nahi Yehi Wafaa ka silaah hai, to koi baat nahi...

Related sms brought to you by Love sms.