Jo khusboo ban ke dil me bas gaya hai
Jo khusboo ban ke dil me bas gaya hai,
Khuda jaane woh mujhse kyon khafa hai !
WO chehra gam se kumhlane na paye,
Mere hoton pay ab bhi ye duaa hai !
Tabassum hai labon pe dil me nafarat,
Yahi iss daur ka nakse wafa hai !
Judaa hokar bhi sabke sath Hun mai,
Nahin maloom he kaisi saza hai !
Zamana chup hai aur bole hai “Zakhmi”,
Yah uski bezubaani ka sila hai !!
Related posts:
- Un ka kiyaa dil main asay sama gaya Un ka kiyaa dil main asay sama gaya.. Sehra main...
- Bana gulab to kantay chubha gaya aik shakhs Bana gulab to kantay chubha gaya aik shakhs, Hua chiragh...
- Aaj dareechay main woh aana bhool gaya Aaj dareechay main woh aana bhool gaya main bhi apna...
- kidre Abba Pakistan te nai tur gaya A man died in Amritsar. His wife was crying:Ve tu...
- Hasti E Gham Bana Gaya Mujh Ko Hasti E Gham Bana Gaya Mujh KoAik Haseen Khuwab Dikha...
Related posts brought to you by Yet Another Related Posts Plugin.


