utr……..
Kabhi Girte Girte Sambhal Gya……
Wo Ban k Lamha Guraiz ka Mera Pas Se nikal Gya……
Usay Rokain B to kis Tarha K wo Shakhs Itna Ajeeb Tha…
Kabhi Tarap Utha Meri Aah Se……
Kabhi Ashk Se na Pighal Saka……
Sar-e-Raah Mila Wo Agr Kahbi To…..
Nazar Chura K Guzar Gya………….
Wo Utar Gya Meri Ankh Se……….
Mere Dil se Kyon na utar Saka?….
Wo Chala Gya Jahan Chor K……….
Mai Wahan Se Phir Na Palat Saka….
Wo to Sambhal Gya Muje Chor K…..
Mai Bikher K Phir na Simat Saka…

Related posts:

  1. Jo na mil saka wo baywafa Jo na mil saka wo baywafa yeh bare ajeeb...
  2. behar-e-ishq main doob k daikh kabhi behar-e-ishq main doob k daikh kabhi jaam-e-mohabbat pee k...
  3. kabhi palkon kabhi palkon pe kabhi hothon pe tu aa jaye...
  4. Kabhi Kabhi Baat Karti Hai Mohobbat Ki Tarah Kabhi Kabhi Baat Karti Hai Mohobbat Ki Tarah Mizaj...
  5. Khamosh lehje mere hamdam kabhi bola nahin kertay Khamosh lehje mere hamdam kabhi bola nahin kertay, Dard-o-gham...

Related sms brought to you by Love sms.