Kaisay kahoon k apna bana lou mujhey
Kaisay kahoon k apna bana lou mujhey
bahoun mein apni sama lou mujhey
Bin tumharey aik pal bhi ab kat-ta nahin
Tum aa ker mujhi say chura lou mujhey
Zindagi tou woh hai sang tumharey jo guzrey
Dunya kay gamoun say ab chura lou mujhey
Meri sab say gehri khuwahish hou puri
Tum agar pass apnay bula lou mujhey
Yeh kaisa nasha hai jou behka raha hai
Tumhara hoon mein tou sambhalo mujhey
Najanay phir kaisay guzrey gi zindagani
Agar apnay dil say kabhi tum nikalo mujhey
Related posts:
- Log apna bana k chor detey hain Log apna bana k chor detey hain, Apno se rishta...
- Manoos Kar Chkuey Hein Ye Diwar-o-Dar Mujhey Manoos Kar Chkuey Hein Ye Diwar-o-Dar Mujhey Zindaan Ke Baad...
- sapny kaisay baat karain sapny kaisay baat karainkhadshon ki zanjeer pari hayneend bhari sab...
- Apni yad rakhnay ko kuch tou jan-e-man day do Apni yad rakhnay ko kuch tou jan-e-man day do Apni...
- Bana gulab to kantay chubha gaya aik shakhs Bana gulab to kantay chubha gaya aik shakhs, Hua chiragh...
Related posts brought to you by Yet Another Related Posts Plugin.


