Kamzoor badbaan hay, hawa taiz kia karain
Aa apni kashtiyon ko supurd-e-khuda karain !

apni tabahiyon main hi jub apna haath ho
phir dhushmano k waastay kiya bad-dua karain

Shaki-e-namurad ko tarsaya umer bhar
Ham say chahta tha k hum iltija karain

Hamnay yun ghurbaton main raat bitayee hay sanam,
Bhookay faqeer ko ab rukhsatzada karain

Duniya teray faraib say jobach k nikle
To sahiloon pay hum bhi namazain ada karain

Related posts:

  1. AAJ phir un ka deedar karne ko jee chahta hai AAJ phir un ka deedar karne ko jee chahta...
  2. sapny kaisay baat karain sapny kaisay baat karainkhadshon ki zanjeer pari hayneend bhari...
  3. miss call karna to ek bahana hai… miss call karna to ek bahana hai asal main...
  4. Tumhein Hi To Zindagi Kehta Hoon Tumhein Hi To Zindagi Kehta HoonTumhein Hi Dekh Kar...
  5. Koi hai jo apko iskadar chahta hai HAR RAASTA EK SAFAR CHAHTA HAI, HAR MUSAFIR EK...

Related sms brought to you by Love sms.