Laakh miltay hain hum bahanay say
Pyar chupta nahi chupanay say

Ummar guzari hay dar-badar apni
Hum hillay thay zara thikanay say

Aik jadu sa kar gaye mujh par
Kuch makaan thay puranay say

Baat karta raha main us say magar
Baat banti nahi bana’nay say

Ho jo mumkin to yeh bhi kar dekho
Tum nikalo humain fasanay say

Meri chahat main bhi woh baat na thi
Woh bhi rukhsat hua bahanay say

Yeh bhi rakha hay dhiyaan main hum nay
Teer palta agar nishanay say…!!!

Related posts:

  1. baat chali teri aankhon say ja pohnchi paimanay tuk baat chali teri aankhon say ja pohnchi paimanay tuk kheinch...
  2. Na miltay ho na SMS kertay ho Aay dost tum bhi ajeeb ho. Meray dil k kitnay...
  3. Ishq K Jitney Bhi Anjaam Yahaan Mumkin The Ishq K Jitney Bhi Anjaam Yahaan Mumkin The Ho Chuke...
  4. shaam se pehlay…. kbi tum khud b aa dekho, ye manzar sham se...
  5. Yehi Wafaa ka silaah hai, to koi baat nahi Yehi Wafaa ka silaah hai, to koi baat nahi Yeh...

Related posts brought to you by Yet Another Related Posts Plugin.