mairee jaan theek kaihtee hoo
hamari is mohabbat ka bhala kya faida hoga
hamaray darmyaan ju doriyan hain
kum nahe hongi
kubhe barish kai mosam main
humaisha sath raihnay kee
ju khowahish dil main jagi thi
ju spnay humnay daikhay thy
wo sapnay tot jaeingay
mairee jaaan theek kaihte ho
moqader kai likhay ko he ager tasleem kerna hay
tu phir issi mohabbat ka
koi bhe faida kaisa?
mugar is ko ager chaho
tu mairee baybassi kaih lo
“” mujhay tumsay muhabbat hay “”
“” mujhay tumsay muhabbat hay “”

( 0300 2711 588 )

Sameer +92 300 2711 588

~ Tum Bin ~

tags: , , , , , , , , ,

Related posts:

  1. Mri ankhon pe mrta hai Mri ankhon pe mrta hai,Mri baton pe hansta hai/Najany...
  2. Tanha udaas ~ +92 300 2711 588 ~ Tanha udaas shamo main ab kiyun phira karoon main...
  3. Chand Love You. jaane kyun wo saanso ki dor tootne nahi deta...
  4. Tum Chaho To Mujhay Apnay Seenay Main Chupa Saktey Ho Tum Chaho To Mujhay Apnay Dil Tum Chaho To Mujhay Apnay Seenay Main Chupa Saktey...
  5. chhupana raaz chhupana raaz is dil k.. ager tum chhor do...

Related sms brought to you by Love sms.