mohabat farz jesi hai,
nibhana seekh jao gay..
dilon pe qarz jesi hai,
chukana seekh jao gay..
labon pe phol jesi hai,
khilana seekh jao gay..
nazar main aag jesi hai,
lagana seekh jao gay..
ye hum main fasla jo hai,
mitana seekh jao gay..
kabhi jo dil main aa bethay,
zamana bhool jao gay…..!

cool mind……+923334263108

Related posts:

  1. poetry kash hum samjh letay, manzilon ki chahat main! rasta...
  2. wo chahta tha…. wo chahta tha phir b koi guftgu na ki,...
  3. Aaj dareechay main woh aana bhool gaya Aaj dareechay main woh aana bhool gaya main bhi...
  4. toot ker zra dekho toot ker zra dekho, tum agr bikhr jao, bebasi...
  5. zid… ye zid hai hamari k ussay cheen lain sab...

Related sms brought to you by Love sms.