Mri ankhon pe mrta hai,
Mri baton pe hansta hai/
Najany shaks hai kaisa,
Mujhay khony se derta hai,
Wo jb b baat kerta hai,
Yehi her baar kehta hai
SUNO!
Ager main bhool jaon to,
Agr main roth jaon to,
Kbhi wapis na aauon to,
Bhula pao gy ye sb kuch,
yunhi hansty rho gay kia,
Yunhi sjty rho gay kia,
Yehi batain hain bs uski,
Yehi yadein hain bs uski,
Mujhay malum hy itna,
Mujhay wo payar kerta hai,
Mujhay khonay se drta hai

tags: , , , , , ,

Related posts:

  1. Chahay jitna bulaao ge wapas na aaon ga main Aasmaan ki banhoon mein sama jaon ga Chahay jitna bulaao ge wapas na aaon ga mainAasmaan...
  2. Ye dil ~ 0300 2711 588 ~ Ye dil bholaata nahi hay muhabatin uski Pari hoi...
  3. Tumhain Main Bhool Jaoon Ga Tumhain Main Bhool Jaoon Ga, Magger Waada Nahi KertaHamiasha...
  4. Ankhon ko intizar ka de ker hunar chala gaya Ankhon ko intizar ka de ker hunar chala gaya...
  5. Aatish-e-ishq main jal jaon tujhey is say kiya Aatish-e-ishq main jal jaon tujhey is say kiya Mousam...

Related sms brought to you by Love sms.