koi waqt purana yaad aya,koi doar suhana yaad aya,

or chaak se in divaaron per, kuch likh ker jana yaad aya..

tera milna neem ki main or sir rakh dena kandhy per,

mera ye kehna koi dekh na lay,tera wo ghabrana yaad aya..

kbhi aisa b tu hota tha,main tujh ko chorny jata tha,

jab wapis anay lagta tha,tera hath hilana yaad aya..

wo waqt gaya lamhay beetay,ab her janib tanhai hai,

ab ek hai manzir ankhon main,tera chor k jana yaad aya….!

cool mind…..+923334263108

Related posts:

  1. koi waqt purana yaad aaya koi waqt purana yaad aayakoi door sohana yaad aya aur...
  2. Main Ny Har ~ 0300 2711 588 ~ Main Ny Har Bar Tujh Sy Miltay Waqt Tujh Sy...
  3. Azeem Hai Yeh Qurbat Ki Doooriyaan Azeem Hai Yeh Qurbat Ki Doooriyaan Sath Reh Ker Bhi...
  4. Bohat hi yaad aata hai Bohat hi yaad aata hai mere Dil ko tarpaata hai...
  5. Kitni bar mile Kitni bar mile hain lekin Aaj bhi yun lagta hay...

Related posts brought to you by Yet Another Related Posts Plugin.