Saath chalne main jo maza hota
Woh humain bhi kabhi mila hota

Yeh hi hasrat rahi hamari faqat
Saath apne koi chala hota

Hum bhatakte rahe the raahon mein
koi rasta pata chala hota

Thaam leta humain bhi barh ke koi
Haath hum ko koi mila hota

Hum ulajhte nahi zamane se
Ek jo Humsafar mera hota

Hum na thakte safar mein gar
Saath apne koi chala hota

Related posts:

  1. KOI TO HOTA KOI TO HOTA…. mai jis k dil ki kitaab...
  2. Jo na mil saka wo baywafa Jo na mil saka wo baywafa yeh bare ajeeb...
  3. yeh na thi humari kismat k wisaal-e-yaar hota yeh na thi humari kismat k wisaal-e-yaar hota …...
  4. Apki har baat ko manvaya hota Kash Khuda ne hme apna sectry bnaya hota,Apne sath...
  5. Samandar Bhar Syllabus Hota Hai Samandar Bhar Syllabus Hota Hai Nadi Bhar Parh Pate...

Related sms brought to you by Love sms.