Shayad Iss Nay Mujh ko Tanha Daikh Lya Hey

Dukh Nay Meray Gher ka Rasta Daikh Lya Hey
Apnay Aaap Say Ankh Churata Phirta Hoon

Aaiinay Mein Kiss Ka Chehra Daikh Lya Hey
Us Nay Mujhay Darasal Kabhee Chaha Hee Nahin Tha

Khud Ko Day Ker Yeh Bhi Dhoka! Daikh Lya hey
Uss Say Miltay Waqt Ka Rona Kuch Fitree Thaa

Uss Say Bicchar Janay Ka Nateeja Daikh Lya Hey
Rukhsat Kernay Kay Adab Nibhanay They

Band Ankhon Say Us ko Jata Daikh Lya Hey

Sameer +92 300 2711 588

~ Tum Bin ~

tags: , , , , , , , , ,

Related posts:

  1. behar-e-ishq main doob k daikh kabhi behar-e-ishq main doob k daikh kabhi jaam-e-mohabbat pee k...
  2. Tanha udaas ~ +92 300 2711 588 ~ Tanha udaas shamo main ab kiyun phira karoon main...
  3. koi waqt purana yaad aaya koi waqt purana yaad aayakoi door sohana yaad aya...
  4. woh mera woh mera dilrubaa sabhi kuch hai husn, naaz o...
  5. Tanha rehna ~ 0300 2711 588 ~ Tanha rehna hai yahan...

Related sms brought to you by Love sms.