Tanha udaas shamo main
ab kiyun phira karoon main
mujhe bhool janay walay
tujhe yaad kia karoon main

tere baad meri jana
ye sooch lia hai main nay
buhut ro lia hai ab tak
magar ab hansa karoon main

wafa nay woh di hai thokar
ke sambhalna hoa hai mushkil
wafa ka hai yehi hasil
to kiyun na jafa karoon main

muhabbat ki thi sirf main nay
saza kiyun mili hai mujh ko
saza mil gaee hai phir to
ab koi khata karoon main

Sameer +92 300 2711 588

~ Tum Bin ~

tags: , , , , , , , , ,

Related posts:

  1. Guzar gaee raat aankhon aankhon main Guzar gaee raat aankhon aankhon main Ho gaee mulaqaat...
  2. Meri kismat Meri kismat bata hay meri kya khata Kin ghunahoon...
  3. Mere dil ki dunya Main Aa Ker To Dekho Mery dil ki dunya main aa ker to dekho...
  4. Shayad Iss Nay Mujh ko Tanha Daikh Lya Hey Shayad Iss Nay Mujh ko Tanha Daikh Lya Hey...
  5. Zindagi K Kisi Mor Per Khud Ko Tanha Na Samjhna Zindagi K Kisi Mor Per Khud Ko Tanha Na...

Related sms brought to you by Love sms.