To jhuka jhuka k nazar kion milayee jati hay
To jhuka jhuka k nazar kion milayee jati hay,
Banaa banaa k tamanna mitayee jaati hay,
Tarah tarah say wafa aazmayee jaati hay,
Hijaab un ko meri mohabbat ka aitbar nahin,
To jhuka jhuka k nazar kion milayee jaati hay,
Hamaray dil ka pata wo hamain nahin daitay
Hamari chiz hum hi say chupai jaati hay,
Saqi, Doori-e-manzil say naa-umid na hoo
Manzil ab bus aa hi jaati hay
Related posts:
- Ashk Girtay hain to her Saans PIGHAL Jati hay Ashk Girtay hain to her Saans PIGHAL Jati hay,De k...
- Usoolon pe jo ~ 0300 2711 588 ~ Usoolon pe jo aanch aaye to takraana zaroori hai Agar...
- Nazar Main Zakhm-e-Tabbasum Chupa Chupa k mila Nazar Main Zakhm-e-Tabbasum Chupa Chupa k mila Khafa To Tha...
- Falak Kay Jab Chand Ko Daikha To Falak Kay Jab Chand Ko Daikha To Haseen Zameen Par...
- Uski shakal aisi ho jati hai Uski shakal aisi ho jati hai ;****;o( @..@ )o "(-.-)"Suna...
Related posts brought to you by Yet Another Related Posts Plugin.


