Wafa ruswa nahi karna…

Suno aisa nahi karna

Mai pehle hi akela hu

Muje tanha nhi karna,

Judai aa b jaye to

Ye dil chota nhi karna

Bohat musroof ho jana

Muje socha nhi karna,

Barosa b zarori hai

Magar sub ka nhi karna

Muqadar to muqadar hai

kabi shikwa nahi karna

Meri takmeel tum se hai

muje adha ni karna

suno asa soocha nahi kerna.

Related posts:

  1. Wafa Ruswa nahi Karna Suno Aisa nahi karna Wafa Ruswa nahi Karna Suno Aisa nahi karna,Mien Pehley he...
  2. Yaad ae kabhe too ankhen band na karna Yaad ae kabhe too ankhen band na karna…!Hum chale bhe...
  3. Kaha tha tum say…mera intezaar na karna Kaha tha tum say…mera intezaar na karna dunya chahey jo...
  4. Yaad aey Yaad ae kabhe too ankhen band na karna…! Hum chale...
  5. AJEEB LAGTI HAI AJEEB LAGTI HAI SHAAM KABI KABI .. ZINDAGI LAGTI HAI...

Related posts brought to you by Yet Another Related Posts Plugin.