18 GOLDEN WORDS OF Hazrat ALI(A.S)

18 GOLDEN WORDS OF Hazrat ALI(A.S)

3 chizon ka Ahtraam kro:
Ustaad
Waaldain
Buzurg

3 ko sath rakho:
Sachaai
Emaan
Naiki

3 chizon ko yaad rakho:
Ahsaan
Nasehat
Maut

3 chizon k ley laro:
Watan
Izat
Haq

3 chizon pe qaabu rakho:
Zubaan
Ghussa
Nafs

3 chizon s bacho:
Buraai
Chughli
Hasad

Article Source

Related posts:

  1. Golden words Golden words kabhi “zindagee” me kisi k “pyar” mai mat...
  2. Feelings are many but words are few Feelings are many but words are few, clouds are dark...
  3. HAZRAT ALI (A.S) Tum Kisi Ko Chaho Or Woh Tumain Thukra Day To...
  4. Before the Golden Sun Rise Before the Golden Sun Rise,let me decorate each of the...
  5. Hazrat Muhammad S.A.W ne farmaya Hazrat Muhammad S.A.W ne farmaya Hazrat Muhammad S.A.W ne farmaya:...

Related posts brought to you by Yet Another Related Posts Plugin.

128 Responses to “18 GOLDEN WORDS OF Hazrat ALI(A.S)”

  1. SAIRA KHAN says:

    ya ali madad wah kia bat hai mola ali a.s ke mashalla geo ali walo

    • AWAIS says:

      HAZRAT ALI IS NOT (A.S)? HAZRAT ALI IS (R.A)FOLLOW THIS MISTAKE

      • Zubair Asim says:

        PEHLI BAT K HAZRAT ALI (A.S) KA MATLAB KIA HA

        IS KA MATLIB HA K HAZRAT ALI A.S PER SALAM HO YAHI MATLAB HA NA

        AIK BAT KA JAWAB DO K AP NAMAZ ME KON SA DAROOD PARHTE HO OR US KA TARJMA (TRANSLETION) KIA HA

        YAHI HA NA K SALAM AP (S A W W) PER OR AP K ALL (A.S)

        ALL ME KON KON ATTA HA JANAB HAZRAT ALI A.S KAI ALL ME NAHI ATTE
        NAMAZ ME AP ALI A.S KAH RAHE HO OR WEASAY KEH REHAY HO K NAHI KEHNA WA G WA

        • kya jwab hai Zubair bhai

        • razahassan says:

          jo innocent ho ga us ko kya pta shan -e-hazrat ali a.s ka

        • HaSSaN RizVi says:

          Kehtey hain barey fakhr se hum ghum nahin kartey.
          Matam ki sada suntey hain Matam nahin kartey.

          Wo log bhala samjhein gey kya raaz e Shahadat.
          Jo Eid to kartey hain Muhurram nahin kartey.

          Kyun Jalta hai Dil aap ka kyun jalta hai seena.
          Hum aap ke seenon pe to Matam nahin kartey.

          Mohsin yehi maqbool riwayat hai jahan main,
          qatil kabhi maqtool ka matam nahin kartey.

        • farhan says:

          Mery bhai Hazrat Ali (R.A) k ilawa b sahabi hy nabi pak (s.a.w) k wo b hy un ka b nam ley

        • SADAT ALI says:

          hahahaha Right…… MOULA ALI A.S NE WESAY BHE NEHJUL BALAGAH Me farmaya hai k Agar main kise Momin ke naak pe talwar lagaun or kahun k wo mujhe apna dushman rakhe tab bhe wo mujhe apna dushman na rakhe ga or agar kise kafar k aage tamam duniya matae rakh dun or kahun k wo mujhe apna dost rakhe tab bhe wo mujhe dost na rakhe ga kyuN k ye wo faisla hai JO HAZRAT MOHAMMAD S.A.W.W Ki Zuban Mubarak se ho cHuka hai K aY ALI A.S Koi momin tum se munafiqat na karega or Koi Munafiq tum se MOHABBAT NA KAREGA… ALI ALI ALI HAIDER…..

        • one common muslim says:

          Salam
          Bhai bat R.A ki ya A.S ki nahi ha bat ha aqaid ki or sirf matam kar lena koi bohat bari bat nahi ha “LAKIN APNI SARI UMAR UN KE AK AK HUKAM KE MUTABIQ GUZARNA BARI BAT HA”

          ALI (R.A) ko manane OR un ki manane me bohat fark ha.
          or ap log ALI (R.A) ko mante ho un ki nahi mante

          please in cheezon per ghor karien…

        • Amreen Rizvi says:

          jazak allah Zubair bhai aelebait k dushamano per LANAT BESHUMAR

        • Moin Akhtar Hashmi says:

          bahot acche janab zubair sahab but kya aap bata sakte hai ki hazrat ali k walid ka kya naam hai baaki baate baad me pehle hum apne bado k bado ka naam jane
          me galat to nahi keh raha hu

      • Saddamhussain Imdadali Shah says:

        Im a follower of Ahlesunnat
        bt i say
        Hazrat Ali A.S
        This is only right

        • khawar naqvi says:

          very good. an one more thing R.A ka matlab he ALLAH razi ho. to ap khud btao jis k shan main ALLAH k nabi ne itni khobian byan ki hon, or khud ko ilm or ali ko us ka darwaza or apna successor bnaya ho. or ali ko apni zban se ilm muntaqil kia hoo. in sab baton k bawajod khuda ALI se naraz ho skta he, jo hum sath kahain R.A, R.A sath kehna chahye Umer, abu bakar or umer k Jinhon ne nabi ki beti ko aik zameen k tukray k liey kitney ghantey apney darbar main khara rakha or phir unhen jhutla diya.
          ALLAH un se razi nahi ho skta kabhi bhi phir b ap un k sath RA lagain hamain koi problem nahi …
          JAZAK ALLAH

        • ghazala says:

          you seems to b a rigid shia
          its not ur f rigidness which could change the fact, u should study ur history

      • Meesum raza says:

        awis sahab hazarat ali a s ki shan itni hai ke ap ki kitaben bari pari hain is se ziyada or kiya behan kia jaye ke ap ki he kitab main likha hai ke ali a s wajhi ullah hain karam ullah hain n ullah hain ali a s abu turab hain abu turab ke mahine hain matti ka baap or matti se namak nikalta hai hum loog namak haram nai hai awais bhai ke jis ka kahe us ki ka na bole ali a s ki shan ye hai ke nabi ke bister par jis raat wo soye unho ne kaha us raat main sakoon se soya q ke mujhe pata tha ke main zainda utho ga jo nabi ke liye apni jan bar bar dene ke liye tiyar tha wo ali as ki ilawa kon tha jang e ohad main dekho uthao kitab ap kiya how tha sub pata chal jaye ga ap ko ali a s haq hain jo na mane us ke baap par shak hai

      • sameer says:

        pagal ho kya jo HAZRAT ALI (A.S) ko ALAIHISSALAM kehne rok rahe ho tareekh o islam k baare me kuch jante ho ya aiwain UNKE martabe jante ho nhi jante to kitabo me padh lo kyu ki yaha likh nhi skte agar yaha likhne lage to zindagi bhar type hi karte rahenge…………………………………………….

      • Moin Akhtar Hashmi says:

        Dear Hazarat Ali Not A.S. or R.A.
        aap Moula ali mushqil kusha aap ka darza aap nabi-e-karim mere aaka salal laho ta ala alahi wasallam k barabar hua h to aap nabi hi huye.
        b’coz hazrat ali aap nabi-e-karim salal laho ta ala alahi wasallam apke chachere bhai aur aap nabi-e-karim salal laho ta ala alahi wasallam k damad h.

      • aamir says:

        why hazrat ali is not a.s give the reason

      • syed QAMAR ABBAS NAQVI says:

        YE KIS JUNGLII NAY KAHA K MOLA ALI (A.S) NAHEN HAIN ??

    • imran nasir says:

      ali haq hai ali sach hai

    • syed QAMAR ABBAS NAQVI says:

      ALI MOLAA WARIS

  2. saima mirani says:

    salam ya hussain

    • fozia soomro says:

      pehli bat firka karna haram hai khud hamary nabi aakhrul zaman(S.A.W.W) nay farmaya hai….to phir hum aj tak in firkoon main kyun hain….koi suni to koi shi’a….jab k hum musalman hain or hamara den islam hai….or hum ak hai…..
      ALLAH nay duniya banany say pehly HAZRAT HOHAMMAD (S.A.W.W) ko peda kardiaya tha ….lakin unka wajoood der say zahir kiya….or ye bhi k nabi (S.A.W.W) ke deen ko bachany k liye unheen nawasa ata kary ga or ye sab HAZRAT ADAM (A.S) ye is duniye main aanay say pehly tay ho chuka tha….or HAZRAT ADAM (A.S) ko bhi is bat ka elim tha k aesa hoga futur main……
      OR shi’a log apny kalmy main HAZRAT ALI (A.S) ko add karty hai jo k galat hai…or HAZRAT BIBI ZENAB (A.S) ka bhi nam laty hai bagair kisi aehtram say jo k galat hai naozbillah ..kya hum apni maa ka nam bhi lain lay jo in bibiyo ka naam laty hain bagair kisi aehtram k….or shi’a KHUFAY E RASHDEEN ko bhi nhi manty…..aesa kyun hai or HAZRAT BIBI AYSHA (R.A)…..jab hum HAZRAT HOHAMMAD (S.A.W.W)per darood parhty hai k..HARZAT MOHAMMAD (S.A.W.W)per or inki all per salam phejty hain…inki all main PAJITAN or unka gharana or KHULFAY E RASHDEEN or sahabiyon ka bhi nam aaata hai to..shi’a apni namaz main kese un sab ko salam kiye bagair apni namaz ada karty hain….plz think about it and give me answer….rply!!

      • sameer says:

        ufffffffffff my god fozia i m sunni but mjhe ye batao k aap aisa kaun sa durood padhti ho jis me aulad e rasool e khuda k alawa sahabi or bibi ayesha ka bhi naam ata ho…… plz mjhe zaroor bataye

  3. SYED MUHAMMAD SAJID says:

    salllam…..YA ALI MADAD (a.s)..
    kya baat hain….mashalllah….bohat acheee…….geo

  4. Syed Abid Hussain says:

    Hazrat Ali ne farmaya”APNE KHAYAL KI HIFAZAT KARO Q K KHAYAL SE LAFZ BANTA HAE,LAFZ SE AMAL BANTA HAE,AMAL SE KIRDAR BANTA HAE OR KIRDAR INSAN KI PEHCHAN BAN JATA HAE.

  5. Bilal says:

    o bhai mery madat siraf Allah sy mangni chai…….

  6. syed qamar alhussaini says:

    AY ALLAH hmaray in bathkay huay dostong ko MUHAMMAD(PBUH) aur ALI(a.s) k wastay seeday raaah pai lana……..
    hazrat nohh ke kashti doobnay sai bachanay walay rab(panjtan k waseelay sai)hamari kashti ko b doobnay sai bacha lai ………….(aameen)

  7. zahooralirizvi says:

    AY ALLAH HAMARAY TAMAM MOMINEEN KI HIFAZAT KARNA YA ALI MADDAD

  8. shahpara qureshi says:

    Agar Koi Tum Se Bhlai Ki Umeed Rakhay To Usy Maayus Mat Karo
    Q K
    Logon Ki Zruraton Ka Tum Se Wabasta Hona
    Tum Par
    “ALLAH” Ka Khas Karam Hai.
    Hazrat Ali (a.s)

  9. Im a follower of Ahlesunnat
    bt i say
    Hazrat Imam Ali A.S
    And This is Only Right

  10. Meesam aabdi says:

    MAULA ALI (A.S):
    Insaan ki tamaam pareshaaniyon ki 2 wajah hain.
    1) Muqaddar se zyada chahta hai.
    2) Waqt se pehle chahta hai.

  11. razahassan says:

    in ko kya pta shan-e-hazrat ali a.s ka yeh to innocent log hain

    • farhan says:

      Raza Hassan sahab,
      Hm ko malum hy shan e ali (R.A) or Tamam sahabi e rasool (s.a.w) b ap log baqi sahabi ki sahan main kaha kary or hazrat ali (R.A) ki tarha five time masjid main namaz phara kary bahi hazrat ali (R.A) ny imam baragha nhy banaie na Nabi pak (s.a.w) ny masjid hy masjid jaha five time namaz hoti hy or kalma ek hy jis main allah or us k rasool ka nam ahta hy bs Hazrat Ali (R.A) ka nhy kalma allah or us k nabi (S,A,W) ka hy us k sath kisi ko milana islam say bahar ho jana hy tou momin or musalman hona tou dor ki bat hy bahi.jo Hazrat Ali (R.A) ny kalma phara wo pharo ap log bhai.jo hm pharty hy or quran pak main 30 pary hy not 31 or namaz five time hy not 3 time.

      allah ap sb ko islam ko sahe tor pe dekny or sunny wala or amal karny wala banaie ameen

      • Arwa Zaidi says:

        Assalam o alaikum meray bhai..ap ko kis ny kaha k shia 31 siparay parhtay hai’n..Allah rab ul izzat ap logo’n ko Hazrat Muhmmed aur un k ehl e bait ko smajhne ki toufiq ata farmaye..Ameen Sirf Ya Rasool Allah kehnay sy Musalman nhi huwa krtay… aur jaha’n tk namaz ka talluq hy…jo bhi Islam , Nabi Pak (s a w) aur un k ehl e bait ko manta hoga aur Imam Hussain A.S ki qurbani ki asal waja janay ga ..woh namaz nhi choray ga…

        • Mian Wahid Khan says:

          Piyaray Bhaio daiko, mai to unpar admi ho, lekin itna zaroor janta hon, keh jo tarika i islam ka hai, wo hamai hamaray Nabi Hazrat Mohammad (p.b.u.h) nai ao Khulafai Rashideen, Taba taabieen, nai aur tamam sahaba nai sikaya hai, Ahli tashee ka os wakt naam o nishaan nahi tha, matlab maira ye hai , ke ya karbala kai baad aya wajood mai, jo tarika hamai, Nabi Pak Hazart Mohammad (p.b.u.h) nai chora hai wahi teek hai. baki Hazrat Usmaan Ghani (r.a), Abo bakar (r.a), Hazrat Umar (r.a), Hazrat ALI karam ALLAHo wajho, hamray bohat muqadas hai, sab ki brabar ki haisiat hai, har aik nai aik nimaz, aik Quran, aur islami, talimat di, kia Hazrat Ali Karamallaho nai dosra tariqa bataya, nimaz ka, ya dosra Quraan diya nahi hargiz nahi, wahi diya jo asal hai, lekin bad kuch logo nai is ko alag rang dia. NABI kai door mai koi shia nahi tha.
          behar hall ye to tab pata challay ga jab qiamat ka din aiga. ALLAH pochai ga phir kon sahi aor kon ghalt.

      • seema abbas mirani says:

        ya ali madad humra islam me pura kalma hai jis me mola ALI AS ka bhi nam ata hai hai jo hazart muhammad (s.a.w)
        ne parha uske bna insan mukmal muslim nhi hota 5 time nimaz parho jb tk mola ALI A.S ko na manoge tm lakh sajde kron kis kam ke nhi hazart muhammad (a.s.w) ne farmya jis ka me mola uska me ALI A.S mola aj jis ki wjhse nimaz parhte ho usko nhi mante ALLAH PAK APKO SEEDHA RASTA DENI TOUFEEQ ATA KAREN AMEEN.YA ALI WARIS.

        • aujala says:

          ap log jitna b inko btaa do in logo ko asar nhe hoga…inhen kiaa peta ahle bait ki ashan ka..yh log zameen py sajda krty hain jo pta nhe pak b hti hai k nhe..us sajday py sajda kerna guwara nhe kerty jo karbala ki pak mati sy bna hwa hai…alhe bait ki sahn aj b znda hai aur unka naam hmsha rhy ga..per in lgo sy yh pcho k jin sahaba ko yh mnty hain unki kabaro tak ka nishan nhe..

  12. hussain says:

    zuba ke sath dil bola
    ALI(a.s) moula ,ALI(a.s) moula
    ya ALI(a.s) madad

  13. seema abbas mirani says:

    YA ALI MADAD

  14. Syed Faizan Abbas says:

    “YA ALI A.S MADAD”

    Mola Aap sub ko khush rakay aur koi gham na day siwaye “GHAM-e-HUSSAIN A.S” K

  15. zehra says:

    AAMEEN. . MOLA SAB KO HIDAYAT DAIN…

  16. ALI WALY says:

    bhai FARHAN AP KO AK BAT BTA DOON QURAN pak main surah fatah 48 surah main ye bat wazyah kar di hai k;ham ne ak or kalma kalma e taqwa bna diya hai jo musalmanoo on mominoo ko alag karta hai.or ak bat or hum ne kisi bhi sahabi ki shan bayan karny se koi masla nai lekin hamain quran main milti nai ap se request hai mil jay to hamain bta dain humm bayan kar dain gay.or jahan tk imam bargah ka sawal hai ye tb bany thay jb imam jafr e sadik A.S ka door chal raha tha.to mola husain ko pursa deny k liye imam bargah tameer karway gay.or five time namaz parny ki jahan tk bat hai to jb ap log ya koi bhi muslim haj karny jata hai to zohar asar akathi or maghrib isha akathi parhaty hai .or quran pak main kahin ye nai likha k har naaz ko aleda aleda parhna chahiye.rasool e khuda S.A.W.W ne kaha jis jis ka main mola us us ka ye ali mola to ap log to rasool S.A.W.W ki ba BHI NAI MANTY TO AB BAT SAF hai islam se ap bahar hain hum nai.or 31 para ap parhty hon gy hum to 30 hi parh ty hain.

    • aujala says:

      well said….inky apney he bnye hwy 31 paray hogy…hum wo he amal krty hain JO HUMARY NABI S.A.W AUR UNKI ALL AULAD NY KIAY..ap log apny sahaba py amal krty ho jinka koi naamo nishan nhe….

    • Shamsa says:

      Dears All!

      Ma sirf do batain kahu g
      1- Hazoor S.A.W ka irshaad-e-pak hai k “kissi bhai ki peeth pichay burai bayan mat karo ku k agar wo bat us ma hai to ye “gheebat” hai or agar nai hai to “Bohtan”.
      Kia is hadees ko ap sub log mantay ho???? can you all tell me loudly “Yes”???
      2- Quran pak ma Irshad-e-Bari Tala hai k “Allah ki rassi ko mazbuti se thaam lo or firko ma mat paro”.
      ap sub log 30 paray parho ya koi 31 parahay is se koi fark nai parhta fark ye hai tum sub log wo daikhtay ho jo daikhna chahatay ho. Deen tum log jaisay neem murda log nai banatay Islam Allah ne banaya hai. Or wo Mukamal hai. Kissi k kuch mananay or na mananaya se is ko koi fark nai parhay ga dears.
      Han ye zarur ho ga k fazul ki behas me tum sub log apni akhrat zarur barbad kar lo gay. Quran Tarjumay se parho logo ka dimagh khanay ki bajaye har cheez samajh ana shuru ho jay g tum logo ko. Jis ne kissi ka haq mara hai wo tum log lay k nai do gay or na lay k day saktay ho. Allah ko to mantay ho na tum Sub? to Ek Allah Kaafi hai badla lainay wala or Insaaf karnay wala. Tum sub wali na bano Islam k. Ye ek ayat or ek hadees pe amal kar lo to tum sub ma sar uthanay ki b himat nai ho g agar smajh a jay to? Hope you all understand. Islam ki azmat ko mat girao please.

  17. Mark says:

    oo mere bhaioon or behnoon …..(A.S) bhi lag sakta hai Hazrat Ali (karamalla ho wajha ho) kay saath aur (R.A) becoz (A.S) ka mutlab hai Alaihis salam aur (R.A) ka mutlab hai rehma tul la alaihay………………………. itni si bat per larai karne ka koi faida nahi..buss humain ye ghor karna chahiya kay kya hum un ko hi maan rahe hai ya un ki batton per bhi amml kar rahe hain….

  18. fahad says:

    ya ali madad jiyo ali (a.s) waloon ali kchahenay waloon jiyo jitna chaho jeiyo ameen………………….

  19. M.A.SHAH says:

    “Insan ki izzat aur us se mohabbat karo,kyun k har insan ke andar khuda ki koi Na koi sift maujood Hoti hai.”

    MOLA ALI (A.S)

    03215141272

  20. Ahmad abbas naqvi says:

    Subhanallha bhai . Jyo Ali walo.

  21. Sadia Moosa Raza says:

    ya ali madad

  22. saira khan says:

    Mehki hui jannat k hawa khoob hai leken
    Abbas(a s) k rozay k fiza sab seh alag hai
    Laao tou ata karnay main Abbas ka sani
    Bin hathoon seh denay k ada sab seh alag hai…..

  23. M.Mohsin says:

    Hazrat Ali(A.S) ALLAH k sheer………

  24. Moin Akhtar Hashmi says:

    aap sabhi se darkhwast hai ki ye faltu ki suni huyi bakwas na kare to behtar hai jab tak mukammal nahi jane tab tak iss tarah ki bakwas in social engine par na likhe qki inko gair muslim bhi padta hai aur aapke alag alag tarzume aur alag alag view dekh kar hasta hai ki sab ek dusre se hoshiyar banne ki koshish kar rahe hai but ek kom ek hi imaan hone k ba wajood ek mat kisis ka nahi hai………..
    ye guzarisha hai please dobara aisa na kare .

    ek sawal puchhta hu chaliye ye bataiye ki humare pyare nabi ki pyari walida ka kya naam hai aur hazrat ali k walid ka kya naam hai?????????

    aisi kai baate mujhe pata hai me khushnaseeb samjhunga agar aap mujhse ye baate share karenge to…

    bhai kisi ko meri baato ka bura laga ho to maafi chahunga….aur me jawab ka wait karunga……

  25. sheikh javed says:

    maa majida …..or hazrat abu mutalib ,,,correct me if am wrong

  26. Taqi Shah says:

    Ya Ali Madad (a.s)
    Ya Ali Madad (a.s)
    Ya Ali Madad (a.s)
    Ya Ali Madad (a.s)
    Ya Ali Madad (a.s)
    Ya Ali Madad (a.s)
    Ya Ali Madad (a.s)
    Ya Ali Madad (a.s)
    Ya Ali Madad (a.s)
    Ya Ali Madad (a.s)
    Ya Ali Madad (a.s)
    Ya Ali Madad (a.s)Ya Ali Madad (a.s)
    Ya Ali Madad (a.s)
    Ya Ali Madad (a.s)
    Ya Ali Madad (a.s)
    Ya Ali Madad (a.s)
    Ya Ali Madad (a.s)
    Ya Ali Madad (a.s)

  27. Malang.Sarkar says:

    Kul AMBIYA Ki Wafa Ko
    HUSSAIN Kehte Hyn

    KHUDA Ki Khaas Ada Ko
    HUSSAIN Kehte Hyn

    Yazeed Naam Hy Dunya Ki
    Kul Nijasat Ka

    Taharato’n K KHUDA KO
    HUSSAIN Kehte Hyn …

  28. qadri says:

    jo hazrat ali ke khilaf koi bughz rakhy ga
    beshak wo kifiron me shamil hai
    qual-e-rasool ke mtabiq

    Deobandiyo yad rakho ALI ka dushman RASOOL ka dushman

  29. Israr Hussain Shah says:

    SHAN E ALI KAB HAZAM HOTI HAI BUGZI SAY

  30. Muhammad Azhar says:

    Wah mery Khudaya…..!
    Sab jahil Aik website pay akathay kar dye tum nay.

    A.S sirf Paighambroon (Messengers) k names k sath lagta hay oar R.A baqi sab sahaba k names k sath use hota hay bohat hi simple si baat hay jo kisi ko b samajh na ati.

    Mery pyary Hazrat ALI (R.A) bohat shaan waly hain wo sab k lye hi respectful hain chahy koi Shia ho Sunni ho ya Wahabi……

    Salam YA HUSSAIN (R.A)

    • Dear Azhar bhai,

      Agar aap na Quran Tarjuma ka sath parha hota tu ya baat nahi kartay kio ka Quran me (Seven Salam Ha agar aap koshish kare tu mil jae gay aur justujo bhi ho haq ki tu.

      Dear aap apnay phelay jumlay par ghor kare.

      regards.

  31. meraj says:

    jo log deen main firqay paida kar lain un se (ae rasool) tera koi wasta nahee (inam:159)

  32. Rehan Haider says:

    Ali k chanay walo Gee0o0…
    Chaman chaman gali gali ALI ALI ALI ALI..

  33. Syed Akhtiar Ali Shah says:

    MAGHAR TAWAJHA HUM KARTE NAHI

    Quran Ghar mein Hai Magar Hum Parte Nahi…
    Zara Bhi Allah Ka Khof Hum Karte Nahi….

    Zilzilo Ke Jatko Se Oth Jate Hai Furan…
    Sun Kar Azan Kabhi Hum Othte Nahi…

    Humhe Aati Hai Musibat Tu Allah Yaad Aata Hai…
    Warna Tu Kabhi Sar Sajde Mein Hum Rakhte Nahi….

    Kano Mein Azan Ki Bhala Kese Aai Awaz….
    Bandh Tu Tv Hum Karte Nahi….

    Soorat Se Tu Insan Nazar Aate Hai Hum….
    Magar Seerat Se Tu Muslman Hum Laghte Nahi….

  34. Dear Azhar Sahib,

    Please read the Holy Quran with Translation than see your comments. (There is seven salam in Quran)

  35. Hassaan says:

    agar matam karna h to nangy ho k petaty ku ho???????????
    agr itna e ha to us sham apni gardan ku ni taan sa juda kar laity….

Leave a Reply

Optimized by SEO Ultimate