HAZRAT ALI (A.S)
Tum Kisi Ko Chaho Or Woh Tumain Thukra Day To Yah Us Ke Bad Nasibi Hai. Or
Us K Bad tum us ko Zabardasti Apnana Chaho To Yah Tumheray Nafs Ki Zillat
Hai.
HAZRAT ALI (A.S)
Tum Gulab Ka Phool Ban Jao q kay Yah Phool Us Kay Hathoon main bhi KUSHBU chor jata hai,
jo issay masal k phenk deta hai.
HAZRAT ALI (A.S)
Din ko rizk ki talash karo or raat ko usay talash karo jo tumhai rizk deta hay.
HAZRAT ALI (A.S)
Related posts:
- Hazrat ek zaroori ailan suniye Hazrat ek zaroori ailan suniye: Ek Aurat jiski umar 62...
- Hazrat Muhammad S.A.W ne farmaya Hazrat Muhammad S.A.W ne farmaya Hazrat Muhammad S.A.W ne farmaya:...
- Chand Love You. jaane kyun wo saanso ki dor tootne nahi deta bas...
- Hâzrat Muhammad (S.A.W)ki Khususiyat Hâzrat Muhammad (S.A.W)ki Khususiyat* Aap(S.A.W) ka saya zmin pe nhi...
- tum acha karo aur zamana bura samjhay tum acha karo aur zamana bura samjhay , yeh tumharay...
Related posts brought to you by Yet Another Related Posts Plugin.



KOn kehta hai k khuda nazar nahi ata 1 wo he to nazar ata hai jab kuch nazar nahi ata
_____________________
hazrat abu bakar , r.a nay farmaya buhadar insan wo nahi hai jo gusa karay buhadar insan to wo hai jo gusay par kabu karay
>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>
Jin sahb nay yeh Qol naqal farmaya hai , un se guzarish hai keh kitab ka hawala dein jahaan se yeh qol naqal kia gaya hai
Shukriya
MOULA ALI A.S terey chaheney waloon ki khair YA ALI A.S MADAD