Ab Toh Ghazi Ko Do Sada Zainab
Ab Toh Ghazi Ko Do Sada Zainab
Ab toh Ghazi ko do sada Zainab,
Shimar khaimay may aah na jayay kahin.
Keh rahee thee Fiza yeh ro ro kar,
Ab to khaimay bee jhal chukay Bibi,
Zulm zaalim na aur daayay kahin.
1) Ab Sakina na jaana maqtal may, dhoor say Shimaar dekhta hoga
Ab Sakina na jaana maqtal may, Phir tamachay nah yeh lagaye kahin.
2) Aik hasrat thee Paak Zainab ki, kay alamdaar usko jeetay jee
Aik hasrat thee Paak Zainab ki, Bhen kay kaar kabhi bhulaye kahin.
3) Pakh Zahra ka ghaar jhaalnay ki, mussalman ki purrani ahdaat hai
Pakh Zahra ka ghaar jhaalnay ki,phir yeh ummat na ghaar jhaalye kahin.
4) Sougaye nehar kay kinaray paar, phir na khaimay main asakay Ghazi
Sougaye nehar kay kinaray paar, yea wafa peh na harf aaye kahin.
5) Momino may jo hay girobandee, mola Mazloom kay jalooso may
Momino may jo hay girobandee, phir na Abid ko khoon rulaye kahin.
6) Bharayga-e-Batool main Akhtar, kaar raha hai dua yea ro ro kaar
Bharayga-e-Batool main Akhtar, Karabala ki zameen dikhaye kahin.
Related posts:
- Meray Ghazi Kahaan Ho Meray Ghazi Kahaan Ho Meray Ghazi kahaan ho. Teri jageer...
- In jheel si gehri aankhoon main In jheel si gehri aankhoon main ik sham kahin aabad...
- Woh Zindage Ke Haddein Paar Karney Wali Thee Woh Zindage Ke Haddein Paar Karney Wali TheeKisi Ke Aakhiri...
- Apna Ehsas mar na jaye kahin Apna Ehsas mar na jaye kahin Dard had se Guzar...
- Ye dil ~ 0300 2711 588 ~ Ye dil bholaata nahi hay muhabatin uski Pari hoi thee...
Related posts brought to you by Yet Another Related Posts Plugin.


