QURAN me 700 baar ’Namaz’ ki dawat di gayi

Hazrat Ayesha (RA) ne sabse pehle Quran ki Ayaton ko gina

Quran me Surah Al Baqara sabse bari Aur
Surah Al Kausar sabse choti surah he

Quran ko poora honey me 22saal 5mah 14din lage

"Quran me ALLAH ka naam 2584 baar he"

"Duniya me Quran 103 zabano me he"

Quran me 4 Masaajid k naam hain

1)Masjid-ul-Haram
2)Masjid-ul-Ziraar
3)Masjid-ul-Nabawi
4)Masjid-ul-Aqsa

By: Kamran Chaudry

Related posts:

  1. Baar baar yeh din aaye, Baar baar yeh din aaye, baar baar yeh dil...
  2. Ek Baar Kar Ek Baar Kar K Aetbaar Likhdo Kitna Hai Mujhse...
  3. Jab tum namaz k liye khare hote ho Namaaz ki shaan Jab tum namaz k liye khare...
  4. Jism ki tandrusti “NAMAZ” main hai Jism ki tandrusti “NAMAZ” main hai, Dil ki taqat...
  5. Sabse loving kaun: TUM Sabse loving kaun: TUM, sabse sweet kaun: TUM, sabse...

Related sms brought to you by Love sms.