aik baat bataon raaz ki
karo us larki sey asshqi
jis k chehre pey ho sadgi
sanso main ho taazgi
chandni ho chand kee
raani ho wo raat ki
khushboo ho gulab ki
batain karay pyar ki
nazuk ho mizzajj ki
achy ho ikhlaq ki
paband ho namaz ki
khidmat karay ma bap ki
aur kahay
main hon sirf aap ki…:p

 

Related posts:

  1. baat chali teri aankhon say ja pohnchi paimanay tuk baat chali teri aankhon say ja pohnchi paimanay tuk kheinch...
  2. Basa Hai Ankhoon Main Apka Chehra Basa Hai Ankhoon Main Apka Chehra Is Tarah Gulab Main...
  3. Tere Naam Ghazal Likh Raha Hoon Tere Naam Ghazal Likh Raha HoonEk Guzra Huya Lamha Likh...
  4. Karay jao Karay jao Karay jao Karay jao . . . ....
  5. Koi Baat ~ 0300 2711 588 ~ Koi Baat Aisi Kia Karo Koi Baat Aisi Kia Karo,...

Related posts brought to you by Yet Another Related Posts Plugin.