aankh barsi hay tere naam pe saawan ki tarha

aankh barsi hay tere naam pe saawan ki tarha
jism sulga hay teri yaad may eendhan ki tarha

loriyan di hyn kisi qurb ki khuwahish nay mujhe
kuch jawani k bhi din guzray hyn bachpan ki tarha

is bulandi say mujhe tu nay nawaaza kyun tha
gir k may toot gai kaanch kay bartann ki tarha

muntazir hay kisi makhsoos ki aahatt kay liye
zindagi betthi hay dehleez pay barhann ki tarha

mujh se miltay huyay yeh baat bhi sochi hotee
may tere dil may samaa sakti hun dharkan ki tarha

+92 300 2711 588
+92 333 9968 674

~ Tum Bin ~

Article Source

Related posts:

  1. Aur kitna intezar karu tere sms ka Mulk ki bhi ek sarhad hoti hai, Bacche ki bhi...
  2. Tere Naam Ghazal Likh Raha Hoon Tere Naam Ghazal Likh Raha HoonEk Guzra Huya Lamha Likh...
  3. manzil ki har sada apke naam manzil ki har sada apke naam,muhabat ki har sada apke...
  4. Subzi Mandi ki tarha Lips Bhindi ki tarha, Gaal Tamatar ki tarha, Eyes Matar...
  5. Tere paas aane ko jii chaahataa hai Tere paas aane ko jii chaahataa hai naye zaKhm khaane...

Related posts brought to you by Yet Another Related Posts Plugin.

2 Responses to “aankh barsi hay tere naam pe saawan ki tarha”

  1. ishtiaq says:

    aankh barsi hay tere naam pe saawan ki tarha
    jism sulga hay teri yaad may eendhan ki tarha

    loriyan di hyn kisi qurb ki khuwahish nay mujhe
    kuch jawani k bhi din guzray hyn bachpan ki tarha

    is bulandi say mujhe tu nay nawaaza kyun tha
    gir k may toot gai kaanch kay bartann ki tarha

    muntazir hay kisi makhsoos ki aahatt kay liye
    zindagi betthi hay dehleez pay barhann ki tarha

    mujh se miltay huyay yeh baat bhi sochi hotee
    may tere dil may samaa sakti hun dharkan ki tarha

Leave a Reply

Optimized by SEO Ultimate