Chahay jitna bulaao ge wapas na aaon ga main Aasmaan ki banhoon mein sama jaon ga

Chahay jitna bulaao ge wapas na aaon ga main
Aasmaan ki banhoon mein sama jaon ga main

Dekhna yunhi hanstay khailte yunhi muskuratay hoye
Kisi rauz chup chaap se chala jaon ga main

Shayad k ho jaye meray liye bhi koi aankh pur num
Shayad kisi ko ashkon ka tuhfa de jaon ga main

Bohat tarpa hoon main sab k kareeb reh reh ke
Ab durr ja ke sab ko tarpaon ga main……

Zara zara si baat pe ye rooth jaati hay mujh se
Dekhna kisi rauz zindagi se rooth jaon ga main..!

tags: , , , , , , , , ,

Article Source

Related posts:

  1. Aatish-e-ishq main jal jaon tujhey is say kiya Aatish-e-ishq main jal jaon tujhey is say kiya Mousam ki...
  2. Un ka kiyaa dil main asay sama gaya Un ka kiyaa dil main asay sama gaya.. Sehra main...
  3. Bun jaon agar tum sa tumhain Bun jaon agar tum sa tumhain kaisa lagay ga Her...
  4. Rahoon Ki ye shaam aur yadoon ka ye sama Rahoon Ki ye shaam aur yadoon ka ye sama Apni...
  5. Jitna Marzi Kaan Laga K Sun Lo Jitna Marzi Kaan Laga K Sun Lo (‘.’ ) (...

Related posts brought to you by Yet Another Related Posts Plugin.

Comments are closed

Optimized by SEO Ultimate