Kabi zindghi hai muhabbat
kabhi mout ka pegham he "mohabbat"
kabhi khushi se milti he "mohabbat"
kabhi gham ki sham he "mohabbat"
kabhi aansuon ki barish he "mohabbat"
kabhi hansi ka jaam he "mohabbat"
kabhi dil ki jalan he "mohabbat"
kabhi dil ka aaram he "mohabbat"
kabhi tanhai ki tarha be-naam he "mohabbat"
kabhi be-naam zindagi he "mohabbat"
kabhi zindagi kehti he mera naam hai :
"mohabbat

Related posts:

  1. aankh barsi hay tere naam pe saawan ki tarha aankh barsi hay tere naam pe saawan ki tarhajism...
  2. Zindagi k Naam Zindagi k Naam……. Dua k Phoolon K Saath !...
  3. Kabhi Kabhi Baat Karti Hai Mohobbat Ki Tarah Kabhi Kabhi Baat Karti Hai Mohobbat Ki Tarah Mizaj...
  4. Mohabbat Dil ~ 0300 2711 588 ~ Mohabbat Dil Mohabbat jaan Mohabbat RooH ka Dermaa Mohabbat...
  5. Main nye ~ 0300 2711 588 ~ Main nye soraj sye mohabbat ki to woh ghoroob...

Related sms brought to you by Love sms.