muhabtoon ka pta chalay ga
had-e-jana say guzar huwa to muhabtoon ka pta chalay ga.
koi muhabatoon ki nazar huwa to muhabtoon ka pta chalay ga.
abi to phirtay ho dostoon mein aziz koi juda nahi hai,
koi idhar say udhar huwa to muhabatoon ka pta chalay ga,
abhi muhabat nahi hui is liye muskura rahay ho,
kisi ki bahoon mein ghar huwa to muhabtoon ka pta chalay ga,
wo jis ki khatir zmanay bhar ko bna rahay ho tum apna dushman,
wohi na apna agar hua to muhabtoon ka pta chalay ga
By: Punisher
Mobile: +923347866049
Related posts:
- Nad-e-Ali(as) ka wird Har garhi karte rahOO Nad-e-Ali(as) ka wird Har garhi karte rahOO Ali(as) ko madad...
- Jab yaad karo gay tab chalay aingay Hum apni dosti ko yaadon say sajaingay Door rah kar...
- Aur kitna intezar karu tere sms ka Mulk ki bhi ek sarhad hoti hai, Bacche ki bhi...
- Rishto ki dori kamzor hoti hai Rishto ki dori kamzor hoti hai, Aankhon ki baaten dil...
- us nay mairay seenay pai sir rukh ker pocha us nay mairay seenay pai sir rukh ker pocha .....
Related posts brought to you by Yet Another Related Posts Plugin.


