Musafir to bichertay hain rifakat kab badlti hai..
Muhabbat zinda rehti hai Muhabbat kab badlti hai

kali ka phool ban’na aur bikhar jana mukaddar hai..
Yehi qanoon-e-fitrat hai aur fitrat kab badlti hai

Jo DiL me bas jaye aur aankhon me simat aye
Alamat hai ye Chahat ki aur Chahat kab badlti hai

Tumhi ko Chahtay hain Tumhi se Muhabbat kertay hain.
Yehi barson se adat hai aur adat kab badlti hai

Related posts:

  1. Mohabbat hum bhi kertay hain Mohabbat hum bhi kertay hain magar shikwa nahi kertay...
  2. Youn to shikayat khud say roz kia kertay hain Youn to shikayat khud say roz kia kertay hain,...
  3. kuch log sari raat karte hain kuch log sari raat karte hain kuch log bar...
  4. Muskurati ankhon main aa jate hain ansu Muskurati ankhon main aa jate hain ansu dard dil...
  5. Na jane log kion dartay hain Na jane log kion dartay hain, kuch log to...

Related sms brought to you by Love sms.