Sagar jasi baat kiya kare koy
Khumaar k sahare jiya kare koy

Gah bey gah meh samjh kar
Ashkon k peyale piya kare koy

Sham ufaq ki dastaan sun kar
Nadani main zakham siya kare koy

Yun khelte khelte na KHUDA
Mere safine dabo diya kare koy

Saman hum bhi ho jayeen nayab
Rang_o_alam pare kiya kare koy

Sameer
+92 300 2711 588
+92 333 9968 674

~ Tum Bin ~

Related posts:

  1. Mere Liye Meri Dunya Ho Tum Mere Liye Meri Dunya Ho TumChoo Kar Jo Guzri...
  2. Jub Jub MaIN Jub Jub MaIN Ney Mohbbat Pai Nazam Likhe Tab...
  3. aaj phir aaj phir maine use yaad kiya.. Lamhe-lamhe ko phir...
  4. thora sa pyar hua hai bohat hai baki thora sa pyar hua hai thora hai bakihm to...
  5. Suno Suno….Tum nay Suna Hai Naa K Judai Muhabbaton Ko...

Related sms brought to you by Love sms.