Tere Naam Ghazal Likh Raha Hoon
Ek Guzra Huya Lamha Likh Raha Hoon
Tere Chehre Ki Khubsoorti Ko
Ek Chaand Likh Raha Hoon
Terey Hansne ke Andaz Ko
Apna Pyar Likh Raha Hoon
Tere Aashkoon Ki Barsaat Ko
Ek Darya Likh Raha Hoon
Teri Nazuk Aadaoon Ko
Ek Gulab Likh Raha Hoon
Teri Dilkash Aawaz Ko
Apni Mohobbat Ka Naghma Likh Raha Hoon

+92 300 2711 588
+92 333 9968 674

~ Tum Bin ~

Related posts:

  1. Pervaiz Musharraf ka naam likh de Elahi aaj yeh farman likh de har khusi sms...
  2. aankh barsi hay tere naam pe saawan ki tarha aankh barsi hay tere naam pe saawan ki tarhajism...
  3. Dosti ghazal hey gungunanay k liye Dosti ghazal hey gungunanay k liye, Dosti naghma hay...
  4. Parh likh kar kya karna hai Parh likh kar kya karna hai, Akhir 1 din...
  5. Dil main halka sa shoor ho raha hay Dil main halka sa shoor ho raha hay, Bina...

Related sms brought to you by Love sms.