Tum Chaho To Mujhay Apnay Seenay Main Chupa Saktey Ho
Tum Chaho To Mujhay Apnay Dil Ki Har Baat Bata Saktey Ho
Tum Chaho To Mujhay Sahra Say Nikal Saktey Ho
Tum Chaho To Mujhay Saiban Day Saktey Ho
Tum Chaho To Mujhay Tapte Dhoop Say Bacha Saktey Ho
Tum Chaho To Mujhay Apnay Wajood Main Chupa Saktey Ho
Tum Chaho To Andairee Raat Ki Chadar Parh Kar
Tum Chaho To Ik Diya Roshni Ka Jala Saktey Ho
Tumhay Malom Hai Kay Yah Zinadagi Kuch Dino Ki Hai
Tum Chaho To Isay Hans Kar Guzar Saktey Ho
Tum Chaho To Mujhay Apne Zindagi Bana Saktey Ho
Tum Chaho To Mujhay Apnay Seenay Main Chupa Saktey Ho
Tum Chao To Mujhay Apnay Dil Ki Har Baat Bata Saktey Ho
Tum Chaho To Kia Nahi Kar Saktey Ho
Tum Chaho To Sub Kuch Kar Saktey Ho..

tags: , , , , , ,

Related posts:

  1. Nazar Main Zakhm-e-Tabbasum Chupa Chupa k mila Nazar Main Zakhm-e-Tabbasum Chupa Chupa k mila Khafa To...
  2. Sab se chupa kar dard jo woh muskura diya Sab se chupa kar dard jo woh muskura diya…...
  3. us nay mairay seenay pai sir rukh ker pocha us nay mairay seenay pai sir rukh ker pocha...
  4. mujhay wishwaas mujhay wishwaas do janaan apni mohabbat ka kuch ehsaas...
  5. woh apnay bachpan ka dost CIRCUIT : Bhai, woh apnay bachpan ka dost aarehla...

Related sms brought to you by Love sms.