Wafa Ruswa nahi Karna Suno Aisa nahi karna
Wafa Ruswa nahi Karna Suno Aisa nahi karna,
Mien Pehley he akela hoon mujhey tanha nahi karna,
Judai bhee jo aa jaye to dil chota nahi karna,
Bohot masroof hoon jana mujhey socha nahi karna,
Bharosa bhee zaroori hey magar sab ka nahi karna,
Muqadar phir muqadar hey kabhi dawa nahi karna,
Jo likha hey wohi ho ga kabhi shikwa nahi karna,
Meri takmeel tum sey hey mujhey aadha nahi karna,
Haqeekat hey Milan apna isey sapna nahi karna,
Hamein tum yaad rehtey ho hamein bhoola nahi karna.
Related posts:
- Wafa ruswa nahi karna… Wafa ruswa nahi karna… Suno aisa nahi karna Mai pehle...
- Wafa ruswa nahi karna Wafa ruswa nahi karna… Suno aisa nahi karna Mai pehle...
- Suno Suno….Tum nay Suna Hai Naa K Judai Muhabbaton Ko Barha...
- wafa ka naam na lo yaaro wafa dil ko dukhati hai, wafa ka naam na lo yaaro wafa dil ko dukhati...
- Apni Merzi Say Juda Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi Shayad Ab K Bewafa Tu Bhi Apni Merzi Say Juda Tu Bhi Nahi Main Bhi Nahi...
Related posts brought to you by Yet Another Related Posts Plugin.



salam