Wo apni saari nafratein mujh pay lutata raha….
Mera dil jis ko sada mohabbatein sikhata raha….

Us ki aadat ka zara ye pehlo to dekho….
Mujh se kiay vaaday wo kisi aur se nibhata raha….

Kuch khabar nahi wo kya chahta tha?….
K taaluq tor kar bhi mujh ko aazmata raha….

Tootay huay taaluq main bhi kitni mazbooti hai…
Main jitna bhulata raha wo utna hi yaad aata raha

Related posts:

  1. Phir kisi yad nay shab bhar hay jagaya mujh ko Phir kisi yad nay shab bhar hay jagaya mujh ko...
  2. Santa bar me ro raha Santa bar me ro raha tha. Bartender: Kyo ro rahe...
  3. Ab k Mujh Ko Ab k Mujh Ko Dekh K Wo Dekhta Reh Jayega...
  4. Ab k Mujh Ab k Mujh Ko Dekh K Wo Dekhta Reh Jayega...
  5. Bhujti Nahi Bhujane Se Ye Aag Bhi Apni Apni Hi Aag Main Khud Jal Rahe Hain Bhujti Nahi Bhujane Se Ye Aag Bhi ApniApni Hi Aag...

Related posts brought to you by Yet Another Related Posts Plugin.