yehi taarey

yehi taarey tumhaari aankh ki chilman mein rehtey thay
yehi sooraj nikalta tha tumhaarey baam se pehley
yay saarey rang murda thay tumhari shakl banney tak
yay saarey lafz mohmal thay tumhaarey naam se pehley

Sameer +92 300 2711 588

=====

na sawaal-e-wasl, na arz-e-gham, na hikaayatein. na shikaayatein
terey ehd mein dil-e-zaar kay, sabhee ikhtiyaar chaley gaey

teri kaj adaaee se haar kar shab-e-intizaar chalee gaee
merey zabt-e-gham se roothh kar merey gham gusaar chaley gaey

Sameer +92 300 2711 588

====

Yeh Bhi Aadab Hamare Hain, Tumhain Kya Malum……….
Hum Tumhain Jeet Ke Harey Hain, Tumhain Kya Malum………
Ek Tum Ho Ke Samajhte Nahi Hum Ko Apna…….
Ek Hum Hain Ke Tumhare Hain, Tumhain Kya Maalum…….

Sameer +92 300 2711 588

Article Source

Related posts:

  1. yehi naasih ~ 0300 2711 588 ~ yehi naasih jo hamein tujh se na milney ko kahain...
  2. AaRzO k kAnWaL AaRzO k kAnWaL kHiLaY hE nA tHaY fARz kAR Lo...
  3. Yehi Wafaa ka silaah hai, to koi baat nahi Yehi Wafaa ka silaah hai, to koi baat nahi Yeh...
  4. Kaisay bataoon ~ +92 300 2711 588 ~ Kaisay bataoon main tumhain,,,,,,,, Kaisay bataoon main tumhain meray liay...
  5. Abhi Tum Ishq Mat Krna Abhi Tum Ishq Mat Krna Tmhari Umar Hi Kya hay...

Related posts brought to you by Yet Another Related Posts Plugin.

Leave a Reply

Optimized by SEO Ultimate