soya nahi hoon mujhe sula do meri maan
soya nahi hoon mujhe sula do meri maan aa jaao mujhe loori suna do meri maan ashk meri aankhoon main jam say gaye hain kerkay dil pay jaber mujhe rula do meri maan dekho kitni bay tarteeb ho gaye hay zindagi bikhray hain meray baal bana do meri maan aik karb say aashna rehta hoon [...]


