maine puucha pahala pathar mujhpar kaun uthayeaa

maine puucha pahala pathar mujhpar kaun uthayeaaaaii ik aavaz ki tu jis ka mohsin kehalayega puuchh sake to puuchhe koi ruth k jaane vaalon seroshaniyon ko mere ghar ka rasta kaun batayega logo mere sath chalo tum jo kuchh hai vo aage haipiichhe mudd kr dekhane vala pathar ka ho jayega din men hans kr […]

Bohat pehlay say un k qadmon ki ahat jan letay hain

Bohat pehlay say un k qadmon ki ahat jan letay hain Tujhay au zindagi hum door say pehchan letay hain Tabiyat jab apni ghabrati hai sunsan raton main Hum aisay main teri yadon ki chadar taan letay hain Hum-ahngi main bhi ik chashni hai ikhelafon ki Meri batain ba-unwan-e-diger wo maan letay hain Rafeeq-e-zindagi thee […]

safar-e-manzil-e-shab yaad nahii.n

safar-e-manzil-e-shab yaad nahii.n log ruKhsat huye kab yaad nahii.n dil me.n har vaqt chubhan rahatii thii thii mujhe kis kii talab yaad nahii.n vo sitaaraa thii ke shabanam thii ke phuul ik suurat thii ajab yaad nahii.n aisaa ulajhaa huu.N Gam-e-duniyaa me.n ek bhii Khvaab-e-tarab yaad nahii.n bhuulate jaate hai.n maazii ke dayaar yaad aaye.n […]