baarishon ka mausam hai
rooh ki fizaaon main
ghumzada hawayen hain
baysabab udaasai hai
iss ajeeb mausam main
bayqaraar raaton main
bayshumaar baatain hain
unnginnat afsaanay hain
jo bohat khaamoshi se
dil pay sehtay phirtay hain
aur ba-amar majboori
sab se kehtay phirtay hain
aaj mausam acha hai
aaj hum bohat khush hain………

Sameer
0300 2711 588
0333 9968 674

Related posts:

  1. Khushgawaar mausam Khushgawaar mausam ki Khushgawaar yaadain hain Tere sang beeti...
  2. Jo mausam beet jata hai Jo mausam beet jata hai dobara kyon nahin ata...
  3. Mohabt naam Mohabt naam hai saath daine ka, Mohabt naam hai...
  4. Doosti mausam nahi jo Dosti mausam nahi jo apni muddat poori karay aur...
  5. MOHABBAT MOHABBAT Hawaon ki tarah Halki Yeh khushbu ki tarah...

Related sms brought to you by Love sms.